She writes  
10 Followers · 5 Following

Joined 28 March 2019


Joined 28 March 2019
17 JUL 2023 AT 2:23

Naya sa libas humne unpar dekha
Dekh kar bhi andekha humne yu kiya
Na jane itne andhe kab huwe hum mohabbat mai,

Na jane itne andhe kab huwe hum mohabbat mai
Ki Dilagi ko mohabbat ka libaas samajh baithe.

-


16 FEB 2023 AT 18:11

An Ardent adherent of bringing the queitus to my fervour.

-


20 NOV 2022 AT 15:36

Ab akela kaha hota hu mai,
Sath khayal jo tumhara hota hai.

-


17 NOV 2022 AT 8:29

Is zindagi ki gardish mai,
Tere hone ka ehsaas bhi sukoon laya.

-


10 NOV 2022 AT 1:06

Aur jab tanhai mai muskurate paya humne khudko,
Ehsaas yeh hua ki wajaah aap ho.

-


7 NOV 2022 AT 6:10

Har kisi par aa jaye aasan thodi,
Dil hai mazak thodi.

-


3 NOV 2022 AT 0:03

Pata nahin tha ki apka muskurana bhi rahat dega hume.

-


1 NOV 2022 AT 0:36

Aur kuch iss tarah aap tanhai ke alam mai bhi ek khayal bann gaye.

-


26 OCT 2022 AT 7:23

Badalta hai waqt
Aur badalta hai insaan

-


18 OCT 2022 AT 10:50

You’re a rare piece of art, that I can’t get enough of.

-


Fetching She writes Quotes