Takliif kii wajah to har kisii ko samajh aa jaati hai. Takliif ke piiche ankahe lafz, ankahe jazbaat aur ankahe aansu har kisii ko nazar nahiiñ aate haiñ.
(Read Full Essay in the Caption)-
Pen Name – Aks Akshita Aks | Co-author
Poet | Writer | Sat... read more
Kaun samajhta hai aajkal, Insaan kii qiimat ko,
kaun samajhta hai aajkal, Khuda kii rahmat ko.-
Mohabbat kii dukaan sajaao, nafrat ke baazaar mein,
bhuulo mat tum insaaniyat, buraaii ke vyaapaar mein.-
Haar kar bhii, maat kha kar bhii, sapne poore karne kii aag mujh mein abhi baakii hai.
-
Insaan aur kitaabon ka taalluk kaafi gehra hai. Dono ko padhna ya samjhna jitna aasan lagta hai, utna hi mushkil hai. Har insaan aur kitaab mein ek kahaani chupi hoti hai.
(Read Full Piece In The Caption)-
Yun jeete rahe unko apne dil ke galiyaaron mein, hum kya karein humein apna hi pata nahi mila,
khojte rahe apna makaan shahar-shahar thikaanon mein, hum kya karein humein apna hi pata nahi mila.-
Aajkal ke zamane mein, logon ko aur waqt ko badalte der nahi lagti. Insan se lekar rishton tak, sab mazak ban chuke hai.
-
Bad times in life are not struggles of life. Those are the battles of our life, whether it's career, relationships or health. They are worth fighting for.
-
Yeh duniya bhari hai insaano se
phir kyun akela hai insaan yahaan,
hai har kisi ke dil dard se bhare
phir kyun woh hai hairaan yahaan.-