Humne khud ko ehmiyat kya di...
Duniya ne khudgarz samajh liya...-
Humare karib ana par humare dil ke karib nahi ..
Kyunki dard tumhe hoga hame ab nahi..-
Sab manti hai woh..
Sab janti hai woh..
Dar mujhe bhi hai ..
Dar use bhi hai..
Bas fark itna hai.
Mujhe thukra jaane ka..
Aur use najdik aane ka..-
Dil ke har tukde kitabon ki panno si lage..
Likha har waqt guzra tere sath,
Chhute har waqt lage..
Mangun kuchh mohlat khuda se ashique e izhar ka..
Dil ka pata nahi par tu dillagi si lage..-
Tute dil ki agaaz..
koi bayaan Na kare..
Meri khwaaish hai ki phulon ko kanton..
Se koi juda Na kare...-
मैंने हमेशा वही किया जो दुनिया ने कहा।
जब अपनी बात आई तो समय ने अपना रुख ही बदल दिया।-
Zindagi me aage badhna aur
zindagi ke mayne samjhne me farak hota hai ghalib..-
Kitabon ke panno me likhi panktiyon ki tarah hum bhi bhula diye jayenge..
Shayad Aj hum aapke yaadon me base hain kal aur koi hamare jagah aa jayenge...
Shayad isi tarah hum bhi bhula diye jayenge..-
Hame toh sirf zindagi ka nasha karna hai..
Kisi nashe ka nasha nahi...-
In saawali aankhon ka jawaab koi de de aisa ishq chahiye...
meri iss adhuri sayari ko pura karde aisa koi sakhs chahiye...-