Wo yaadein bhi, Adhuri si hain...!
Jab hum dono saath hua karte tha....!-
Kya likhu, kya na likhu,
Ajaab si Muskil hain
Na Jane kaisi yeh kahu
T... read more
Log aksar mujhe muskurate hua dekhte hain....!
Logo ko lagta hain mujhe takleef nahi hoti hain...!
Andhre se pucho, jisne mujhe rote hua dekha hai...!
Rone ke bad Muskurahat ko labo pe sajana aashan nahi hoti....!!-
Samaal rakha hain
Sawaal saare...
Apni kahaniyon mein...
Jawaab mein bas
Kahaniyan he reh gai hain...-
Meri pareshaniyo ki wajah koi puchta nahi...
Har bar meri galtiya bata ke mujhse door ho jate hain...-
Sunna hain waqt nahi hain....
Tumhara pass mujhse baatein karne ki.....
Kaho toh waqt bhej du tumhare liye...
-
Mana bohot si khamiya hain mujhe mein bhi
Har bar galtiya meri toh nahi hoti hain....-
Aaj yakeen ho gaya
Uski baaton pe
Jisne chora tha mujhe
Keh ke ki tum layak nahi ho kisi ke bhi.-
Humne usse chaha tha deewanao ki tarah
Usne galtiya gina diya
Bewafa keh ke
-
Galtiya khud he Nazar aa jaati hain....
Maan jab door jaane ka ho....-
Uski Chahatein thi jo HAASA deti thi....
Warna ander se TOOTTE hum bhi tha..-