Ek wada jo nibha sakti hu tum sa
Thoda dur sa Ishq jata sakti hu tum sa
-
Mohabbat kar k kise na chud de h tanha hu ise liye likh... read more
Wada to kar liye
Sath kab nibhoge
Bina bat k hi muah moad liye
Galti kab bato ge.....-
Safaid kapde me dag lag jaye to jaldi jaye nai karti h
To bato koi bat dil pa lage to kaise bhuli ja sakti h....-
Zindagi aisi hi nai sikhati h
Apno k satye hoye log hi
Apno sa milo dur paye jate h....-
Ek dil k liye duniya da di
Ek pal k liye sadyaan
Kaise kahoun kitni mohabbat h-
Kya jaye ga aap k mera marne k bad
Sach kahoun to kuchh palkon k ansho
Or ek tym k khana hi to bhulo ga aap...-
Ye mawala bahut takleef ma hu mai
Mujhe rehai da de
Meri zindagi ko smajhne wala da de
Ye mujhe zindagi sa rehaye da de-
Jeen ke hum ho chuke h
Jara puchho wo kis k h
Chhoti si ankhein h
Or puri duniya ki nami samai h
Labo pe muskan fer subah sajai h
Rat jag kar guzar gyi ye raz dil me chhupai h
Naam na lena kahin hichki hume aa gyi to musibat aap pe aani h
Mohabbat fer mujhe aap se ho jye ye aafat aap apne gale dubara na lani h-
Problems gali k kutte 🐕 ki tarah ho gayi h
Jetna v bhaga lo luat kar aa hi jati h...-
Aisa bina wajan k bat band na kijye
Zindagi k do pal barbad na kijye
Ise tarah bedard ban kar dard na diye kijye
Aap chahe hum se hamare jaan mang lijye
Par hame kabhi begana na kijye-