mana ki behtarin nahi hain hum
par bat- bat par rang badle
itne bhi rangeen nahi hain hum....-
Shalu Yadav
(Shalu Yadav)
8 Followers · 1 Following
nam aur pehchan besak chhoti ho par apni honi Chahiye
Joined 7 December 2018
8 JAN 2022 AT 20:50
15 DEC 2021 AT 17:18
kya gajab ke dost paye hai maine
agar baat mai na karu
to kosis wo bhi nahi karte.-
6 DEC 2021 AT 13:57
nhi aata mujhe kisi ko apni kami ka ehsas dilana
mai har wkt hr kisi ke liye maujud rahti hu....-
8 AUG 2021 AT 22:53
bewjah koi ilzam lag jaye to kya kijiye
fir yun kijiye ki wo gunaah kar hi lijiye..-
3 JUL 2021 AT 8:56
kabhi jab
mai tumhe sochti hu....
to sochti hu ki
kya tum bhi mujhe.....
kabhi is tarah sochte hoge....-
22 JUN 2021 AT 20:28
mard aurat se adaye to tavayaf jaisi chahta hai....
aur wafaye kutte jaisi....-
24 MAY 2021 AT 7:49
band karo bahane jo tum karte ho
itna to hame bhi malum hai mazburiya tabhi aati hai jab dil bharte hai.-
20 APR 2021 AT 10:05
badnam to bahut hai
hum zamane me....
ye bata tere sunane me
kaun sa kissa aaya .-
8 MAR 2021 AT 13:03
Galtiyan to bahut ki zindgi me
par saza waha mili jaha
bekasur the hum..-