shaikh Nazia   (نازیہ chand)
1.8k Followers · 4.8k Following

read more
Joined 6 July 2019


read more
Joined 6 July 2019
29 APR 2021 AT 5:48

جب بھی خود کو اکیلی پائی ہوں
مولا تیرے ہی در پے آئی ہوں
مگر اب کیفیت ذرا ناساز ہے
شاید زندگی ناراض ہے
شاید قریب وفات ہے

-


16 APR 2021 AT 19:52

Tum dur ho
magar paas ho
Sab naam hain
tum ehsas ho
Behad hujoom lapata sukun
Shayad, sab aaam hain
tum khaas ho.

-


16 APR 2021 AT 0:38

Do pal ki zindagi
ek me jeena or dujey me marjana hai,

Inme bhi kitne jhamele hain inme bhi kitna drama hai

-


16 APR 2021 AT 0:19

Agar Ishq ho toh ek baar phir tumse hi ho,

Phirse Tumhe mai sunu, phirse mujhe tum kaho.
Ek baar phir mai ladu
Ek baar phir mujhe tum saho
Har haal tere sang mai rahu har halaat me mere paas tum raho.

Haanji,
Agar ishq ho toh ek baar phir tumse hi ho.

-


10 SEP 2020 AT 0:35

Jo boya hai vahi to paayegi,

Daga ka jaza sukun kahan se layegi?
Lahu ke Ashkon me sanam ko karke bhasm
Keh farah tu kaise muskurayegi?

Akhir, jo boya hai vahi toh paayegi!!

-


18 JUL 2020 AT 21:56

Paralyzed heart, fatigued mind

Rectification unworkable, serenity can't be find!!

-


16 JUN 2020 AT 1:29

Sabr ki Qalm me bas zara si seyahi bachi hai,

Or, likhne ko kambaqht puri zindagi padi hai.

-


15 JUN 2020 AT 0:07

LIFE -Live infinite forget edge.
-------------------------------------------------
Every life has complication
If, Bloom isn't enduring,
Sameway gloom is also transient.

Everything is temporary nothing is Parmanent

Kill negativity,
Demolish inferior vibes,
Eliminate apprehensions.

But, never keep suicide as an option!!🙏

-


23 APR 2020 AT 20:14

Agar meri mohabbat ko ek khoobsurat anjaam tak le jana namumkin sa hai,
toh phir mai is kahani ko ek haseen mod par alvida kahkar ta-umar muskurana chahti hoon.

Suna hai khawaishon ki ahmiyat puri hone pe kam ho jaya karti hain
Toh phir mai mere adhoore ishq ki ahmiyat musalsal chahti hu.

-


21 APR 2020 AT 22:43

Jo apni mohabbat na bacha sakein,

Vo aaj kal rafeeq ko tarqeeb diye phirte hain.

-


Fetching shaikh Nazia Quotes