Faqr kis baat ka hai insan ko Samaj aata nahi.......
Dusro se madad maang lena fir Zarurat me apne rang dikhana. Hosh nahi hai inko apne kirdaar ki Ho jaye jitna bhi Bad bu daar. Insaniyat ke ye na honge kabhi haq daar.
Na hi Kar sakta izhar ek din me Na Kar sakunga pyaar ek din me Na milegi ye mamta kahi Iss duniya me Aap ki parwarish hai duniya me alaa.. Jinki tarif karunga toh pura saal kam hai.