Shahzade Hassan   (Shahzade (Sahil))
20 Followers · 12 Following

Love😍|Dil ki Awaaj💓
Joined 14 October 2019


Love😍|Dil ki Awaaj💓
Joined 14 October 2019
5 MAR 2023 AT 18:43

woh zinda hai mujhme
meri rooh me utar ke...

uske dard jate hain meri
raahon se guzar ke...

mujhe malaal hai uske bina
guzare har ek lamhe ka...

aur woh sharminda bhi nahi
apne vaade se mukar ke...🤗🍂

-


15 FEB 2023 AT 1:35

tera hona hi mere lie khas hai
tu door hi sahi .....
mere dil ke pass hai....

-


31 DEC 2022 AT 1:34

rukhsat-e yaar ka manzar bhi
kia manzar tha yaaron....

hamne khud se hi khud ko
bichhadte dekha....!!!🤗😊🖤

-


22 NOV 2022 AT 9:40

ek chehre se utarti hai nakabein kitni
log kitne hame ek shaqs me mil jate hai..

waqt badlega to is baar main puchunga use
tum badalte ho to kyun log badal jate hai

-


19 NOV 2022 AT 15:43

main khuda ko sunata hun apna
hale dil...
main ab zamin walon par yakeen
nahi karta...!!!☝🍂

-


19 NOV 2022 AT 1:50

maine dekhe hai wo lamhen
khamoshi jab kalaam karti hai...!!!

-


10 NOV 2022 AT 1:57

usne pucha uske hone, na hone se kia fark padta hai...
maine kaha kabhi kabhi ek hi insaan ki kami pure kayenat ko khali kar deti hai..!!

-


24 OCT 2022 AT 20:56

raat to waqt ki paband hai
dhal jaegi...
dekhna ye hai, chiragon ka
safar kitna hai..!!💫✨

-


20 OCT 2022 AT 11:55

kabhi na milte hai kisi ko marziyon se
jo baten zindagi ne patte khele ja raha hun....

gira ke khawab ke makan mahal bana raha hun...
dard jo mila hai usko beche ja raha hun....

sadak chaap Galib main na kisi ka mukhalif
lafzon ko kitabon pe khurede ja raha hun..

gira ke khawab ke makan mahal bana raha hun...🥀💔🍁

-


15 OCT 2022 AT 23:24

tu bechaen nahi
mujhe chaen nahi..

tujhe jarurat nahi
meri or koi jarurat nahi..

ek waqfe ke baad ki hai
mohabbat kisi se...

tujhe qadar nahi
mujhe sabar nahi...💔💫

-


Fetching Shahzade Hassan Quotes