"Chahta to hu khud ko bayaan karu, kambakht haale-dil kuchh or hi khwaahish karta hai, Koshishain bahut ki, samjhane ki is dil ko, magar dil hai, Siwae zubaan dil ki, kuchh or samajhna hi nahi chahta, Kese sambhalu ise kese samjhau, ki duniya ko raas nahi ati, wo mohabbat-e-wafa"
"Jab kabhi main tanha hota hu, Khud ko na jane kise saup deta hu, Qaboo nahi rahta apne zehan-o-dil par, na jane kiske tasavvur main khud ko kho deta hu"
-
Seems Shahid Hussain has not written any more Quotes.