Khamoshiyan shishkiyun
mein badal rhi hai...
Kai Khwab mere,
Dam-tod rahein hain...!-
Shahbaz Khan
(mypen_myfeelings)
217 Followers · 194 Following
insta @mypen_myfeelings
Joined 9 May 2018
9 JUN 2022 AT 13:25
18 AUG 2019 AT 22:01
Kuch tasveer aziz thi,
kuch aawazein aziz thi,
Band padi kitaabo mein,
woh teri yaadein aziz thi..!-
13 SEP 2021 AT 21:15
Ek hm hi the Aziz islea, hme dil se
Nikala gya..
Baaki sb the Gair ,sb ko dil mein
sambhala gya..?-
10 SEP 2021 AT 11:36
Kahin takleef na ho tmhe mujhko
dekh kar...
Mujhe mere haal pe rahne do,
Mere iss sawal ko, sawal hi rahne do.!-
2 SEP 2021 AT 13:12
Muskurane ki Koshish mein Hun...
Bs ye uljhane saath nhi chhorte...!
-
10 AUG 2021 AT 17:51
Charasazo'n ki charasazi se Dard badnam to nhi hoga...?
haan dawa do Magar ye bata do
mujhe aram to nhi hoga..!-
9 AUG 2021 AT 0:04
Aaj socha maine ki kuch likhunga,
Phir socha ki sochne se kya hota hai?-