Screams of the sacrifices of my father confabulate with the bruises of the scars he carried while irrigating our barren minds with his sweat and blood to bloom a garden of beauty and charisma out of us.
-
Co Author of CASHMERE Ink, K... read more
Kb tak intishaar yeu hi faila rahega
Kab tak yeunhi gul berang rahega..
Shab e furqat tou baqi hi rahegi
Hijr ka hijr sai kab tak wasl rahega..
کب تک انتشار یونہی پھیلا رہے گا
کب تک یونہی گل بے رنگ رہیگا
شب فرقت تو باقی رہی گی اب
ہجر کا ہجر سے کب تک وصل رہے گا.-
Meri lahd Sai kahin mera kafan bai-rang na hoajaye
mere aemaal qabil e rashk ho ya mere Maula.
Gusl kay baad hi kafan zaib e tann Kiya hai
Gul e Meena Sai araasta meri tanhayi ho mere Maula.
Maut ki wehshet darati hai har simt mujhy
Meri maut is zindagi sai behter kardai mere Maula.-
Chalo daayar e gair ko alvida kehty hain
kahin aur koi hamnawa dhoond lety hain.
Zakhm tar o taaza abhi bhi hai mujh mai
hairat yeh ki Ayaan laikin koi dard bhi nahi.
Wafaoun Sai labraiz zindagi naam kardi thi
jahan faqt ruswayi hi Sai aashnayi mili.
Chalo Kahin dour manzil ko chor lety hain
Raasta khud bakhud gamzada hokar khaak hoga.-
The ciacadas busy ,
Lunged to the tree trunks
away from the chaotic noises
enjoying their own melodious melody.-
Farzi muskurahatoun ka wada dair kar
In halaat nay zindagi hi cheen li humsay.
Wafa shanas jo thehry thy mudat sai
bewafayi kay aks mai dhal gaye ekdam.
Baharoun ko samaitnay ka wada kar kay
Khizaan daikar bahar hi cheen li humsay.-
My laughter propitiated with my tears and began to pule and write elegies for the dead smiles.
-
Whenever I look at the stars,
I remember the lullabies
A glow worm used to sing
to make the somnolent bulbul
to go to sleep in its cosy parlour.
Whenever I look at the stars,
I remember the finest orbs of moon
staring at me,
sharing thousands of its scars
that lay concealed beneath its skin.
-
Khusyooun ka paigaam phir sai aaya hai
Ay dil! tera waasta tou bas gamoun sai hai.-
The serpentine lanes of my flexous peace will lead the swaying smiles to die gradually.
-