Wo jo aakhou se girta hai aansu aasar rakhta hain ...
Dil mai chupay asraru pe parda rakhta hain...
Bhalay he meray jazbatu ke alfaaz naa ho...
Par tere dil mai chupy har raaz jaane ka hunar rakhty hain.-
💞Yeh jo falsafa e pyar, ishq aur mohabat hain.💞
... read more
MAE teray liye ek shayre likhdu ,
TOU pare jaise hai ye baat likhdu ,
MERAY takhayul mai tu samaye nhi ,
KAHAN se lavu alfaz mae tera naam khawab likhdu.-
Iss tanhaye kya dour mai phass gaya hou aise,
Koi sahil nazar na aaye kinarey pe pounchou kaise,
Mere doub rahi hai sansey mera guth raha hai dum,
Koi tho aakya mujse pouchay mae dil ke sunav kaise .-
Bss guzar rahay hain pal zindage kia ,
Halaat nhi rahay ab kuch batanay kia .-
Wahie aarsh hain , wahie frash hain .
Main houn kia , main houn kia nahi .
Tere zaath main gum hain sab kuch .
Tere kunn se aayan huwa joo bhi kuch .
Raaz kie baaten koi na jaan sakha .
Koi iss se pardha nah autha sakha.
Tou hain kia , tou hain kia nahi .
-
Daskat daite hain Har subha rehmat mare darwazay pe,
Aazaar Kia aalam main mujay tasken day jati hain,
Dastaar ban Kia mare kismet ka ghumou pe Ghalib wo hoti hain,
Shugufta anzaad main muzhda wo sunate hain,
Shabnami katrai aankhou Sai meray liyeh bahati hain,
Mafhoom wo mare Khushyoun ka par wo iqrar nhi Karti hain,
Asraar mare kamyabi ka tashare meray arooj ka hain,
Qareena wo mare Zindage ka Muqadas Darja bhi rakhti hain,
Khaar bhi mujay agar chubta hain dard mehsoos ausay hota hain,
Aqeedat Sai yeh khata houn khuld Sai wo aaye hain,
Poosheda wo raaz Tha jo Azal Sai Mera kismet main likhie hain,
Shad huvi Zindage mare takhayul main bhi rehti hain,
Imrooz "Hami" khata hain behan mare, maa jaise hain.
-
دوبارہ نا اوٹھے میرے جذبات تیری طرف
بہتر ہیں تو مجھے نظروں سے گرا دو۔۔۔-
Mujay v muj se humkalam karwado Hami ,
Mae bohat dour Nikla Hu khud ko talash kartay kartay.-
Wo kise aur ka Tha ye tasale hogaye
Ausko aaj dekh Kar yeh baat waziyeh hogaye-
Aunko aakhoun main basa layna koi badi baat nhi,
Maza tho tab hain jab who kahay ki tou Mera hain.-