NAAM_E_KHUDA hai har jagah
ZIKRE KHUDA kahin kahin
ZIKR_E_KHUDA ho bhi agar
KHAUF_E_KHUDA kahin kahin-
Lamho ki ek kitaab hain zindagi, saanso aur khayalo ka hissab hai zindagi.
kuch zarurate puri kuch khwaishe aduri, bas inhi sawalon ka jawab hain zindagi-
दोनों की पहली चाहत थी, दोनों टूट कर मिलते थे,
वो वादे लिखा करती थी, मैं कसमें लिखता था।
तुम्हें दिल निसार करते।
तुम्हें जान निसार करते।
तुम प्यार करने देते।
तो तुम्हें कितना प्यार करते।-
Woh khaFa bhI hO, ToH sAaTh nAhi chHodTa KhuDa ki naRazgi bHi kiTni pyAaRi hAi.
-
Mere lafzoo ko agar mohabbat hi mil jati
To ye lafz shayri na bante
-
चुपके चुपके दुःख सहता हूं।
चुपके चुपके दुःख सहता हूं।
अब मैं अक्सर चुप रहता हूं।
-
Kabhi Yaad Aye To Pochna Zara Apni Khalwat-E-Sham Se Kise Ishq Tha Teri Zaat se Kisa Pyar Tha Tere Naam Se Zara Yaad Kar Ke Woh Kon Tha Kabhi Tujhe Bhi Aziz Tha Woh Jo Mar Mitta Tere Naam Pe Woh Jee Utha Tere Naam Se Humein BeRukhi Ka Nahin Gila, Ke Yehi Wafaaon Ka Hai Silla Magar Asa Jurm Tha Konsa Ke Gaye Hum Duaa-O-Sallaam se Na Kabhi Wisaal Ki Chaah Ki Na Kabhi Firaaq Main Aah Ki Ke Mera Tareeka-E-Bandagi Hai Judaa Tareeka-E-Aam Se..!!
-
एक ड्राइवर ने क्या खूब लिखा है।
की थक गया हूं रोटी के पीछे भाग भाग कर।
की थक गया हूं सोती रातो में जाग जाग कर।
कास मिल जाए वही बिता हुआ बचपन।
जब मां खिलाती थी भाग भाग कर।
और सुलाती थी जाग जाग कर।-
मैं दुनिया का वो अधूरा चांद हूं।
जिससे अमावस्या की रात भी पूरा ना कर पाई।-