Shaaz   (Shaaz)
196 Followers · 8 Following

Joined 2 September 2021


Joined 2 September 2021
24 APR AT 11:57

Wo Kashti mey sawaar raha
Muje darya bana kar

kinaara laga gaya
Mera luft utha kar

-


6 FEB AT 23:22

wo kadakti dhoop se muje bachane wala

Aj khud apni baton se Jala raha

-


6 FEB AT 22:56

Azmaishey meri Darya k jaise
khusiyon boond ki tarah

Agar pyaas lag jaye to Bas Darya ka hi sahara hai

-


2 FEB AT 0:32

Ajeeb Uljhan hai zindagi mey
Na nind ati hai na Maut

-


27 JAN AT 21:09

kisi ko apni takleef na batana

wo tumhare HEALER nahi

tumhare taklif k PILLAR banenge

-


13 NOV 2024 AT 21:41

Tera roz deedar karna
Tuje soch kar muskurana
hai ye bas bepanah ishq ki nishani
Ap mere dudu Raja mai apki bubu Rani😅😆

-


17 OCT 2024 AT 23:01

Waha gehra Andhera hota hai

Takleef m log hote hai
cheekh cheekh kr rote hai

Muje bhi utha le
Bas har roz khuda se kehte hai

waqt ayega tera bhi
koi rok na payega

Jeene k liye bas ek pal bhi chahega to
khuda wo bhi tujhse cheen le jayga

-


8 AUG 2024 AT 21:45

wo kahte hai...mohabbat bohot hai apse
wo apna dil dikha rahe hai

fir yun mujse dur rahkar
kyu saza suna rahe hai???

-


19 JAN 2024 AT 18:54

Kabhi tanhaiyon k sath baitha karo
Bohot maza hai...akele dard peene m

-


6 JAN 2024 AT 21:15

Aaye ek shaam tere naam karu
Tere Ankhon ki chamak dekh

Tujhe jhuk kar salam karu
Teri haseen batey
Wo pyari mulakatey

Haaaye
Zindagi fir se tere naam karu

-


Fetching Shaaz Quotes