Ek waqt aayega jab dard hi dawa ban jayega
Abhi to thode hi dard sahe
abhi dard ka had se badhna baki hai
or ek waqt aayega
jab dard had se badh jayega
tab dard se dava banayenge
jo log dard dete hai
hum kamjor ya bewakoof nahin
ye unhe dikhayenge
unke diye dard k sahare hi hum kamyabi ki seedhiyan banayenge
unke dard k sahare hi unse bhi aage nikal jayenge..
ek waqt aayega jab dard hi dava ban jayega-
वो फूल है, कहकर ज़्यादा इतराया ना करो...
वो फूल है आखिरकार एक दिन मुरझा ही जाना है ।-
इन्तेज़ार थी नींद की या
इन्तेज़ार था सुकून का
इस सोच में
पूरी रात बीत गयी
ना सुकून आया
ना नींद आई।।-
खुश रहना
खुश होना से
बहुत कठिन है
खुश रहने के लिए
काफी दुख झेलने
पड़ते है-
sikhane ki chahat hoti hai sab me
sikhane ka hunar jante nahi sab...-
mujhe pata hai meri taareefein...tujhse kyi zyada achchi.. kyi log kar sakte hai meri
lekin sabse khoobsurat mai teri aankhon ko lagti hun
is baat ki v khabar hai mujhe!!
-
Suno...suna karo vo v jo kabhi kaha nahi..
sari baaton ko alfaazon me bayan nahi kiya jata...-
कहना था कुछ
तुमने पूछा नहीं,,
ठहरना था, थोड़ी देर
पर तुमने रोका नहीं,,
मैं ठहरी हुई थी
तेरे जाने के बाद भी
तू मुड़ कर देखेगा
इस उम्मीद में,,
पर अफसोस
तुमने मुड़ कर
देखा ही नहीं।।-
meri zindagi me tera aakar chale jana
mera hamesha ke liye kho jana hai-