Sayantan Chakraborty   (Dream sequencer)
50 Followers · 5 Following

read more
Joined 28 January 2018


read more
Joined 28 January 2018
1 SEP 2023 AT 2:09

Mohobbat le rahi yeh kaisi imtehaan si hai
Hr saans me mill rahi yeh tanhaai si hai

Haa krr raha hu saude apne hi khushiyo se mai
Krr du khudko fanaa, iss qadar meri chahat si hai

-


31 AUG 2023 AT 23:22

Mujhe usne kabh ka maar diya thaa
Khushiya to thi hi nahi, dhadkan bhi cheen liya thaa
Dhoond raha thaa mai jabh kandhey ashq bahane ko
Dekha to mere apno ko mere khilaaf kr diya thaa

-


23 JUL 2023 AT 0:04

Yeh dill jo toota thaa kabhi
Isspe kabhi malham lagayaa nahi
Malham mila to dekha
Sala dill hi raha nahi

-


23 JUN 2023 AT 3:20

Dill me baithaa k rakhta thaa jinhe
Wo to tabh mujhe dard dene lage

Phool aur kaanto me farak abh kyaa karu
Unke diye phool bhi jabh mujhe kaanto se chubhne lage


-


1 JUN 2023 AT 2:07

Mousam-bahaar me phool dhoondta hu
Din ki ujaale me raushni dhoondta hu
Jo dill ko mere ghayal krr chalaa gaya
Ussey aaj bhi ishq ki umeed krrta hu

-


6 MAR 2023 AT 4:36

Mujhse kyu poochte ho
Ussey aashiqui....kyu hai

Chaand se kabhi poochte ho kyaa
Usme chaandi kyu hai

-


24 FEB 2023 AT 0:51

Zakhm dikhte nahi prr,
Daag aansoo-o k reh jate hai takhiye pe
Zakhm dikhte nahi prr
Mill jaate hai toote dill k hissey , maykhane pe
Zakhm dikhte nahi prr
Reh jataa hai dard chupe dill k teykhano me
Zakhm dikhte nahi prr
Daag aansoo-o k reh jate hai takhiye pe

-


22 JAN 2023 AT 5:42

Saare khwaabo k badle
Kuch muskurahat khareed leta hu
Hrr dard k aasoo ek raat me hi ro leta hu

Jabh bhi dill prr baadal dard kaa chataa hai
Tere haatho ko apne haatho prr tasawwur krr leta hu
Do pal ki khushi k badle
Mai apne sapno ka galaa ghot deta hu

Mere toofaan mujhe todh rahe hai hrr lamha
Firbhi hr shaqs se me muskuraa k milta hu
Zindegi to hrr lamhaa jee raha hu.
Pr maut aaye to uska hojane maqsad rakhta hu

-


19 JAN 2023 AT 4:02

Zard sajey husn pe to Qaafirana boll uthey
Husn sajaye zard ko to Deewana boll uthey

-


19 JAN 2023 AT 3:50

Dastakh deti hai meri tanhaai mujhe
Tere wajood ka aur kya sila maangu
Wafaa krr-ne se daru kyu naa mai bataa
Maangu duwa mai agar, firr tanhaai kyu maangu

-


Fetching Sayantan Chakraborty Quotes