Yuun muqaddar badlete
Rehte hain
Sar taaj bdlte rehte hai
-
Khushiya ka utsav
Kal bazar gyi thi
Kch chehre dekhe
Mano aas lgaye bait-he the
Bik jaye kch saman
Ye jazba jaga ye baithe the
Din raat ek kar
Bachho ki dipawali ka sapna saja ye
Baithe the...
Ye khushiya sbko mile
Happy diwali to all
✨🌟✨
S.S.DUBEY
-
Ab ye mayne nai rkhtA
Kitnoko hum jante hai
Kitne hamare apne hai
Ab toh sirf fark
Khudse pdta hai
Ki hum khudko kitna pehchN te hai-
Nishabda se hogye hai
Na kch paane ki chah hai
Na kch khone ka dar
Khudko talshu ab mein
Bss yahi hai fikar
Bss yahi hai fikar-
Ye mohobbat or uske wadein
Ye kasmein or nibane ke wadein
Ye yuhi mil kar yuhi bichdana
Gulaab de kr pyar jatana
Ky yahi pyar hai
Jo mango wo mil jata hai ky
Kbhi hume toh
Toh kbhi taqdir ko manjoor hot hai ky
Pyar krne walo ka milna
Bichdkar sambhav hota hai ky
Yee kismat ka khel smj kar
Dehlij ye dil ki koi chodhta hai ky
Ye pyar ka dastoor
Sach mein hota hai ky
S.S.DUBEY
-
बाबूजी
एक उंगली पकड कर
पुरी जिंदगी का सफर सिखा गये आप....
अनुभव के बोल जो सिखा गये आप....
पहलवानी के किस्से दोहराकर
हमेशा हसाते थे आप....
रिश्तो को जोड कर
निभाना सिखाते थे आप....
आशीर्वाद दे कर अपणा
हिम्मत दिला तेथे आप.....
मै आज भी जवान हू
ऐसा कहकर बाल सवारते थे आप....
घडी साफ कर रोज अपनी
वक्त को संभालते थे आप.....
अखबार को 92 साल मे
बिना चष्मे का पढ़ते आप.......
बाबु जी हमारी जान थे आप...
समोसे के साथ चटनी का आनंद कैसे ले
ये सीखा गये आप....
किसी का बुरा ना चाहो
ये बता गये आप....
बहुत याद आओगे आप...
बहुत याद आओगे आप.....
सायलि.स.दुबे-
Kahi suna tha
Jab sawal or khayal
Bawal krne lag jaye
Toh akele hojao
Sawal ka jawab
Or khayal ko rah
Jarur milegi-
Mohobbat unise karo
Jinke pass khamiya beshumaar ho
Yee khubiyo se bhare chehre
Itrate bhot hai-
Sham ki adheri raat ka sapna
Wo subha ki roshni ka savera
Zindagi ke alfaaz kch keh rahe hai
Mayoos se baithe kch dhund rahe hai
Bit rahi iss raha mein
Bichad rahe apne hai
-