Saveera Mahroosh   (Saveera Mahroosh)
118 Followers · 126 Following

learner
Joined 7 July 2020


learner
Joined 7 July 2020
8 OCT 2022 AT 17:56

Enfolded
Dawn

-


26 APR 2022 AT 16:04

Flames,blazes,fire,flares
All need air ,to blow,to breathe

_bury


-


19 APR 2022 AT 1:11

زندگی اور خواب
فاسلہ لاذمی ہے
کبھی ِنکھر جآو
کبھی ِبکھر جآو
کبھی اٹل جآو

_فراموش حقیقت.

سویرہ محروش.

-


20 FEB 2022 AT 14:21

Gushing are the winds,
Fluttering are the flowers,
Sparkling are the colourful thoughts,
OH ! The feelings are on high _

Eyes overflowing the hope,
The trust awaits like bay of ocean,
Promises to utter in awhile,
Yeah ! Stomach is getting butterflies_

Prayers getting the victory,
Suspense with miraculous affirmation,
Holding to love and be loved ,
Okay ! Happiness is getting heavy_

Thoughts to swing between the trees,
To tender in fire and blood,
To give all what I have ,
And Yell ! " LOVE IS IN THE AIR".

-


17 FEB 2022 AT 11:47

Khamooshi ! Kyun?
Kahi dil faraibi to nahi
Kahi rooh_e_tanhai to nahi
Kahi naraazgi zahir to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Kahi ikhtilaafat to nahi
Kahi beqadri to nahi
Kahi nazar andaazi to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Kahi awaaz bulandi to nahi
Kahi koi azzyat to nahi
Kahi mayuusi to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Kahi koi jawaaz to nahi
Kahi koi maazarat to nahi
Kahi koi aazaar to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Kahi lihaaz to nahi
Kahi ba waqt mayaasir to nahi
Kahi justajuu to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Kahi qurbat bigdi to nahi
Kahi shiddat zyaada to nahi
Kahi wasl - e - yaar gunah to nahi
Beshakh ! Khamoosh hojau ,
Chalo ek dastaan hi sahi
Chalo shukur ye nyaamat hi rahi
Chalo masayil ka tafseel jawaab hi sahi
Talabgaar ! Khamoosh hojau
Kambakht, rozana khamoshi achi to nahi
Kamzarf logun to roz badgumaani to nahi
Himmat to kabhi kar saveera ! Rooh shikasta to nahi
Koi baat kar to sahi ,koi dard dai to sahi .

-


15 FEB 2022 AT 21:06

Rooh to ibadat ka naam hai

-


15 FEB 2022 AT 1:56

Khwaab.

Faqat ek cheez thi ghumaan me merai
Suno to,vo cheez nahi balki tha ek khwaab,

Vo jo kaifiyat si thi dil mai merai
Zehan_e_dilnasheen nahi balki tha ek khwaab ,

Vo jo bayaan na kar sakhi na kabhi ayaan hua merai
Aankhu se nami nahi bahi balki tha ek khwaab,

Vo jo raiza raiza chaalain thai bikhrai rooh pai merai
Koi taabeer na thi musalsal jiski balki tha ek khwaab,


Ye jo bayaan horahai muddat_e_iztiraab merai
Koi qissae nahi balki thai merai ujdai hue khaab

Vo jo khwaab paayai tu nai ,marhaba hai Saveera !
Magar vo cheez jo khoyi,kya vo na tha ek khwaab?

-


23 JAN 2022 AT 19:50

HAQEEQAT_e_AYENA!
Chalo apne aap sai guftagu kardain
Bikhrai huwe rooh ki justaju kardain
Ye ek harf ki tabdiliyaan jo hain
Mile to ham judein reh jayain
Nahi to yun judda ho jayain
Vo unki jheel si aankhain jo hain
Doobain ham is qadar un main
Lagi jo daer kinara aanai pai
Shikast hi milai usai zamanai mein
Ye rooh pai bewafai kai chhaalain hain
Kyu andar hi ashq_e_dard paalain hain
Vo kambakht kya ishq nibhayai gai
Vo hamko kya fitoor_e_ultfat sikhayain gai
Ye jo jism kai gulabi ayai hain
Musalsal vo dilu kai kaalai hain
Kyu qurbat_e_gila karai unn raqeebu sai
Jisai samjhai zohra_e_ jabeen thai
Beshakh muddat se thai us faraib mai
Vo raet kai mahal chalai thai samaet nae
Magar dil_e_muztar koi na samajh sakhain
Bana liye kyu ye ham ne kehkashain
Samajh ja,Aye Saveera! kyu iztiraab hain
Nahi koi hai apna kar ehtiraaf yai .

-


22 JAN 2022 AT 18:47

Guftagu_e_yaar.

Be chas gamich setha gham geen
Keh wanti yem seet gachi shaam rangeen ,

Sonchan chas halat cha setha sangeen
Magar darasal chu gaeb mahjabeen ,

Tem haal ma pruch dilnasheen
Karen bewafai ti woyun been ,

Magar teli ti chu muon nazneen
B chandan har dam sui royi zameen,

Khabar ma chai kot gov su saadgeen
Ama poz cha nibhavaan chu deen,

Yeli karen neyat,khudai deenas sabr_e_ameen
Lekhit aasi ti wati mai nish,thavo ye yakeen,

Gach khosh ,dilas sapdyav sukoon_e_ raaheen
Wath rayith milyav aekhir tamis deen
Wath rayith milyav aekhir tamis deen.

-


14 MAR 2021 AT 14:20

"🅵🅾🆁🅴🆂🆃 🅵🅾🆄🅽🅳 🆃🅷🅴 🅻🅾🆂🆃 🆂🅾🆄🅻"
Wandering on the earth
I felt so lost
Started questioning the worth
Mind tangled like frost,
Suddenly voice echoed
I followed it yet
Said miles to go
Before you'll be slept,
So, I walked on the floor
Carpeted so green
Every blade of grass
Made me to lean,
Then I saw forests,valleys
Fields and mountains
Blessed freedom,blue skies
Plateaus and terrains,
Then I went near a brook
Amazed and reverberating
Birds chirping on trees
made me enchanting,
Again a voice vows
And soul echoes
Be friend with trees
Be soothed by breeze,
When your heart is aching
And your soul needs healing
The FOREST awaits
And yells come home
Echoes and admires
Says you are surely lost
Stand still where you are
I will find you fast.
NOW,
I adore the forest
Want to live there forever
Till the end days of mine
Forests and me
Together forever
Together forever.🌲👩‍🎓🌲

-


Fetching Saveera Mahroosh Quotes