Arre gaali do mujhe
Arre meri baat toh karo tum
Raqeebon mere paas mohbbat karne wale nahi hai
Mere se chodo
Arre meri baat karne wale nahi hai
Saurav Dash-
Hum toh soch soch ke toot gaye
Kayi guldaan sābuut hain bina phoolon ke bhi
Saurav Dash-
Ab kya yeh waah waahi zaroori hai
Hum toh samajhne lage hai ek dusre ko
Saurav Dash-
Woh aayega woh aayega
Woh Saandh hai woh aaega
Singhh pe jo Khoon nahi
Toh shaant na ho payega
Sourav Dash
Read full poem in caption-
Ke dekho ek gumaan hoon main
Jo ek baar janme toh rehta hai
Ishq hai , aaj hai
Kal kahan waisa rehta hai
Saurav Dash-
" Am the flower of pain,
and my body is the fragrance. "
Saurav Dash-
Jab bhool jao
ke pyaar kya hai?
kya tha?
kya ho sakta hai?
Gham yaad kar lena kafi hai woh
Saurav Dash-
Ke rang dard ka safed hi hoga
Maare khushi ke toh baal safed nahi hote
Saurav Dash-
Arre kyun likhun main mohabbat
Kab mila hai mujhe
Haan gussa hoon main sabse
Haan gila hai mujhe
Saurav Dash-
Ke accha hua shayaron ne in raaston ke upar bhi likha hai
Warna yeh bezubaan kabhi kuch jata hi na paate
Saurav Dash-