Mere khwab meri neend se koso door hai,
Mere hath tere hath se koso door hai,
Hai tere naam ka asar gehra itna
Ye hai sach ya pichhli raat ka suroor hai .
Takleefen seene ki jo mai kehna chahu,
Kahu kisse agar mai kehna chahun
Ye sitaare kareeb to hai magar
Ye sitare fir bhi bhot door hai.
Mai sochu zakhm raat ka hai asal Kya ?
Hai andhera anant ya chaand ka guroor hai
Mai soch marham raat ka hai asal kya ?
Hai saath sitaaro ka ?
Ya ye chaandni ka noor hai
Likhta tera naam har baar jab mai ret pe,
Mitta tera naam har baar ret se,
Hai ye shararaten samudra ki ya fir,
Ye shararaten hawaon ka kasoor hai.
Nahi milte asman ye tere mere,
Nahi milte ye raste tere mere,
Hai sajish ye is zamane ki ?
Ya ye Jana hmara dastoor hai.
Mere khwab meri neend se koso door hai,
Mere hath tere hath se koso door hai,
Hai tere naam ka asar gehra itna
Ye hai sach ya pichhli raat ka suroor hai .-
Muskura kar jana.
.
Follow on Instagram
@saurabh.100ni
Nafrat ko ek umr bekaar chhod jate hai
Jane wale ankhon mai intzaar chhod jate hai-
मासूमियत उसमे हमशा से थी,
जैसे खुश्बू फूलो में हमेशा से थी,
ये चांद अब आया है चांदनी लुटने,
ये रात और वीरन माई हम्शा से थी से थी,
यूं तो बोले उसने झूठ कई,
लेकिन उसकी नीयत मै सच्चाई हमेशा से थी
टूटा ये रिश्ता तो दोष न दो उसको,
ये रिश्ता कमज़ोर था,
इसकी उम्र कम हमेशा से थी,
ये मै ही हूं जो प्यास रहा सफ़र भी,
वरना मेरे रास्ते मै नदियां हमेशा से थी,
-
Kabhi ham shaam ko mile,
Jaise din or raat shaam ko mile,
Kab tak bhagenge zindagi ke piche,
Kabhi yu bhi ho chaar dost shaam ko mile,
Zindagi mai mujhe suk or dukh mile aise,
Jaise andhere or ujale shaam ko mile,
Vo shaam hmari aakhri thi,
Akhri baar ham jis shaam ko mile,
Ek kali intzaar karti rahi,
Koi bhavra to mujhe shaam ko mile,
Vo shaam kitni sundar hogi,
Jab chup chup kar Radhe shaam ko mile,
Na suraj hai na chand ye bas akeli hai,
Dono mai koi ek to kam se kam is shaam ko mile,
Kabhi ham shaam ko mile...-
Yahi hawaon mai zeher ghol dehi ,
Yahi tujhe in hawaon mai sans lena sikhayegi,
Tune to sirf apno ka pyar dekha hai,
Yahi tujhe apno ki mout bhi dikhayegi,
Ye tera har purana ghaw hara kardegi,
Yeh zindagi tujhe bada kardegi,
(Complete piece in captions)-
Bure ko bhi asha rehti hai achhe ki,
Samudra bhi nadiyo ka pani pita hai-
करे तो पुर भरोसा करे वरना ना करे,
दुध का जला छाछ को फूक फूक कर पीये क्यों,
जो मरना चाहे उसका मर जाना अच्छा,
जब मर मर के ही जीना है
तो आदमी जिए क्यों,
रोज़ दिखते है , रोज़ दूरी का एहसास दिलाते है,
ए रब तू ने इस रात को सितारे दिए ही क्यों,
दे तो इस तरह दे की ये हमेशा रह जाए,
जो पल भर नई भर जाए,
वक्त ने मुझे ऐसे ज़ख्म दिए क्यों,
-