Kharch kr kamaya kisi shaqs ko wo bhi ja nikla anjaan— % &
-
Duniya ki talab he kuch alag hai talluq ki tabahi sath liye firti hai 💯
-
Karz ki zindagi kuch faaslon per maut hai bus jeena iss pal mein hona karch roj hai
-
Aksar kisi guftgoo ki kashmkash mein zindagi beet jati hai chand faaslon ki wajh se
-
Kya tha jo kisi or k liye zidd kr baitah wo bhi toh kisi or ka hoga kisi ka keh kr mujhe konsa farq padta hai wo kiska hogaya
-
Jissm k sath rooh bhi mar chuki hai phir bhi log kisi na kisi kashmkash me zinda hai is daur mein
-
Jeans top chodo wo suit salwar mein tabahi lagti hai sapno ki azmaish kya he karu wo hakiqat mein bawal lagti hai
-
Keh kuch alfaaz mila hai phir ek dafa aaj he nhi kal bhi tha ek musafir naya
-
Aaj phir ek dafa mod per thehra hu main na jane kiski azmaish kar raha hu main samundar saa gehra rishta uska aaj phir ek dafa parkhne chala hu main
-
Gazab ki gazal phir aaj wahi jo tha he nhi kabhi hai aaj bhi wahi
-