Ek zara sa hadsa dil ko iss kadar ja laga ki
Ab dil kahi lagai ni lagta.-
I write just to heal...
Follow up if my words speaks your thoughts �... read more
The thought of death calls me everyday I just tell it to stay away, till when am I supposed to delay, the thought of separation is in my heart and mind like a replay, it's getting tough to survive, die and wake up and pretend to be fine, if it doesn't end naturally is it not good to end it by yourself? Do we have to live and go through pain? Can we not end it and sleep on the mud and be plain......
-
Eid ka mahaul tha, chehre pe muskan thi,
Akhon ki chamak ne bata diya ki khushi bas ek dikhawa hai.....-
Roz wo kehte hai ki waqt nahi hai kal baat hogi,
Agar maslan kal hum na rahe toh fir kya baat hogi ???-
Ek sawal hai apse kya aap uspe gaur karenge??
Ye jo mohabbatana andaz hai apka,
Kya aap ishq bhi mukammal taur se karenge????-
Pachtayenge wo jo ab bhi maa ke jazbat na samjh sake,
Wo ehsas na samjh sake, wo mohabbat ki alfaaz na samjh sake,
Mehshar mai muh uthayenge toh kaun ansu pochega jo maa ki sayein ko jeete zindagi na apne sur pe sambhal sake....-
Ke hath milane ao kabhi toh ye yaad rakhna,
Dil laga kar chora tha apne wo zakhm taza ho jayenge.....-
Zamane ke shor mai kahi kho gai hum,
Maa baap ne bhi na samjha hume,
itne bure kab aur kaise hogai hum???-
Yaad ati hai toh ane do,
Wo jo chala gaya wo ayega nahi,
Toh iss yaadon mai he mujhe kho jane do....-
Dil tod kar wapis laut aya wo,
Rehne ki jagah nahi bolkar fir chor gaya wo....-