Mazil to teri teri yahin thi,
puri umar gujar di aate aate...
Kya mila tujhe is Zindagi se,
apno ne hi jala diya jate jate-
Sarthak Kumar Jena
(_.silent._.singer._)
6 Followers · 4 Following
Koi writer nhi hoon,
Par kabhi kabhi likh leta hoon.
Insta-_.silent._.singer._
Par kabhi kabhi likh leta hoon.
Insta-_.silent._.singer._
Joined 24 September 2019
26 APR 2020 AT 20:18
21 DEC 2019 AT 18:34
Kich bichad gye us rah main
Or kuch ko usne ne kayar bana diya,
Kuch ne choda nhi medan uska ka
Or kuch ko usne shayar bana diya.
-
10 DEC 2019 AT 3:34
Dil ab v na vara ho
to dekh main tere hi seher aaya hoon,
tu bas namak le aana
Jkhm me apne sath laya hoon.
-
2 DEC 2019 AT 10:29
Us din taala tootega
samvidhan ki peti ka...
jis din jism chhuan jaayega
Netaaon ki beti ka!-
28 NOV 2019 AT 12:48
Wo mujhse bichad kar royi hi nhi
sayad koi hamdard h jo usse rone nhi deti.-
28 NOV 2019 AT 12:43
Gussa uspe nhi
khud pe aata hai,
ki mene usse itna pyar
kiya hi kyon-
28 NOV 2019 AT 12:40
Mehfil bhale hi pyar krne walon ki ho,
usme rounak to dil tuta ashiq hi lata hai.-
28 NOV 2019 AT 12:38
Aaj paresan hoon to kya huaKal sukoon v ayega,
Khuda mera v hai aakhir kab tak rulyega-