Khud se jitne ki jidd hai meri,
Mujhe khud ko hi harana hai,
Mai bheed nahi hun duniya ki,
Mere andar ek zamana hai.-
Unki yaado se bhi kaho chod jaye mujhe,
Jate hua un zakhmo ko bhi le jaye,
Agar ishq karne ki saza maut mili mujhe,
To bewafai ki saza zindagi bhar tapad nai ki dete jao unhe.......-
Rooh ko karke bechen meri usne apna Ghar karliya aabad,
Usne to apna ashiyana bhi waha banaya Jaha 2gaaz jamine mai meri mohabbat dafan thi,
Hum to kambaqt yeh Soch kar hi khush hua wafa nai dil mai jagah nahi di,
Kumse kum Bewafai nai unke kadmo mai to jagah dila di.....
-
Rukh ja aye waqt thoda bhet mere
Tujhe tere diya hua zakhm dikha dun
Kya pata tu aaj mere sath hai
Kahi kal mai tere sath na rahun-
Ek din hume bhi unke sath pyaar dhund nai chale the, kya hota hai wo ehsas dhund nai chale the, jab poche manzil par jise log wafa khete hai, tab pata chal hum to tannha hai waha par, manzil ko to dhund nai hum akele hi chal pade the.
-
Acha hua waqt nai aake sikha diya ghumo ko bhulane ka tarika hame, Warna apne to ghumo ko khured ne hi aata hai.
-
Kuch tha hi nahi zindagi mai to khone ka ghum q kare, sadqa maine diya tha tujhe mohabbat ka, to ab mere marne ghum tu q kare.
-
Kaun kheta hai sharab pine se nasha hota hai,
Kaun kehta hai sharab pine se nasha hota hai.
Kambakht dosto ki mehfil mai jeher pike dekho,
Nasha to use hi hojata hai.-
Tujhe teri parchai se bhi pechan lunga,
Tere aqs ko apne Nazar chupa lunga,
Tu sath chal ya na chal ye teri marzi,
Par jabhi mudke dekhogey tum to mera saya tere saye ke sath hoga.-
Usne jate jate bhi ek khata kar gayi,
Thod diya wo wada jo usne sath chalne ka Kiya tha
Dekho aaj Mai to chal Raha hun ur mere kahnde Pai jaari hai.
-