Saqlain Abid   (AL QAYM FOUNDATION)
3 Followers · 2 Following

Joined 28 June 2018


Joined 28 June 2018
27 MAY 2022 AT 11:08

🌹Imam Jafar Sadiq (A.S.):-

"Jumatul Muabark" (Jum'aa/Friday) Ke Din "Naakhoon" Kaatna Jazaam (Leprosy), Bars (Vitiligo) Aur Andhepan (Blindness) Se Mehfooz Rakhta Hai, Agarche Naakhoon Kaatne Ki Zaroorat Na Ho To Oonhe Ghiso Zaroor.

📚(Oosool E Kaafi,Vol.6,Page 157)

-


27 MAY 2022 AT 11:04

🌹Imam Jafar Sadiq (A.S.):-

"Budhaape" Ki Teen Nishaaniya Hai,
-Nigaah Ki Kami
-Peeth Ka Jhukna
-Qadam Ka Baareek (Chhota) Hona

📚(Al Khisaal, Page 64)

-


7 APR 2022 AT 14:31

🌷Rasule Khuda (saww):-
(Maah e Ramzan mein) Zabaan ko qaabu mein rakho aur narmi barto. Haraam kaamo'n se apni nazrein bachaaye rakho. Apne kaan buri baatein sun'ne se bund rakho.
📚(Irfan e Roza, v2,P30)

-


20 MAR 2022 AT 12:50

HAZRAT IMAM ALI A.S.-

RAAH-E-KHUDA ME SAKHAWAT KIYA KARO AUR USKI ITA'AT K SILSILE ME APNE NAFSO SE JEHAAD KIYA KARO.

📚MEEZAN-UL-HIKMAT VOL-2, PG-296

-


19 MAR 2022 AT 13:03

IMAM ALI REZA (A.S.):-

MAHDI (A.T.F.S.) zameen ko ADL wa
Insaaf se bhar dega jis tarah woh
zulm wa jaur se bhar chuki hogee.
(Musnad ibne Hambal pg 448)

-


17 MAR 2022 AT 20:46

Rasule Khuda (saww):-

Imam Mahdi (atfs) ka intezaar, tumhari Ibadato'n mein se sab se afzal Ibadat hai.
(Asraar e Namaz, P17)

-


16 MAR 2022 AT 20:06

Imam Ali (as) :-

Jo shakhs geebat ko sunta hai
wo geebat mein shareek hai.
📚Aasmani Nasihatein, v2, p192

-


16 MAR 2022 AT 16:25

Imam Ali Reza (A.S.) :-

Chukandar Ke Patte (Beetroot Leaves) Khao, Haddiyo (Bones) Ko Mazboot Karte Hai, Haddiyo Par Gosht Chadhaate Hai.

Haman, Page 519

-


16 MAR 2022 AT 16:14

HAZRAT RASOOL-E-KHUDA (S.A.W.A) :-

HAZRAT IMAM MAHDI (A.T.F.S.) ko yaad karte the aur farmate the Ha woh Haq hai aur FARZANDHAAN-E- FATEMA (S.A.) me hai.
(Mustadrak as Sahehhain 4/557)

-


14 FEB 2022 AT 22:36

🌷Rasule Khuda (saww):-
Ali (as) ka Haq is Ummat Par Aise
Hi Hai Jaise Ek Baap ka Haq Apni
Aulaad Par Hota Hai.
📚Amaali-Shaikh Toosi,V1,Page148

-


Fetching Saqlain Abid Quotes