Yahan sab ek doosre ke meet hain
Na jaane saath me gaaye kitne geet hain
Ek doosre ke mann me preet hai
Doosron ke jeet me hi apni jeet hai
Par phir bhi kyun sab vipareet hain,
Shayad yahi is duniya ki reet hai.
-
I m a Student๐..n studying in 10th std
Trying to write something โคโ๏ธ
Ho... read more
BG banane me maahir hain
YQ k behano k pyaare bhai hain
Sabko ye baantate khushiyan hain
Jaise yashoda maiyya k kanhaiyya hain
Apne pyaare,sundar,manmohak shabdon se
Sabko ye khushi aur prerana dete hain
Ye jo bhi likhte hain dil se likhte hain
Aur wakayi bahut khoob likhte hain
Ye janaab pata nahi kaise ye kamaal karte hain
Sabke liye ye dhamaal si testi likhte hain
Sabki nazaron me ek alag si pehchan banate hain
Aur kya kahun bas apko pranaam karte hain.-
relatives visit your home and your mom offers them cookies that you have never seen before.
YOU:--
Stop giving urself Efforts are
to people who better than
don't value you. Words.-
Tumhare laut aane se
panchi prem k geet gaate gaye
murjhe huye phool khil gaye
Hamare dil mil gaye
Toh pyaar k Afsaane ban gaye
Aur kya maangu khuda se
Jo mujhe tum mil gaye.
-