Dawa ki Talash mai raha Dua ko chod kar, 🥀 Mai chal na saka Is Duniya mai apni Khatao ko chod kar, Mai sharminda hu apne Hastaron per; Har cheez khuda se mangli magar khuda ko chod kar...💯❤🩹
Kuch khwaab hai unhe pura karne k liye, Kuch gunah hai unhe maaf karne k liye, Ab Farishton ka paigaam aaya hai Pata chala hai ki Ramazan aaya hai Ab Masjidon ka zara dayra bada karlo Namaziyon ka sailaab aaya hai
Is khule asmaan mai ek kaid parinda rehta hai Jo haar roz udne ki khawahish mai zinda rehta hai Vo girte girte fir sambhal jata hai In logon ke bheed mai vo khud ko pehchana chahata hai Is khule aasman mai ek kaid parinda rehta hai💫🦋