#alphabeticfeeling
Suni bht hai kisse kahaniya teri nighao se, padhta aaj v hun tujhe.
Jo teri ankhen hai nah, raat si,
mann karta hai ki wakt ko kuch jurmana de, aur apna bana ley.
Ye baat toh me tujhse kehna toh chahta hun par keh nai pata
ki roobaru tujhe dekh k khud ko diwana samjhta hun.
Ki dil dhadakta hai mera,
jab tu guzarti thi har bar mere mohalley se.
Mere dil ke tuti hui dewaro pe tangi hui hai kuch tasveerey teri,
par ab wo wakt kahn jo bhejun tujhe.
Mann hai ki kahun tujhse ki kitni haseen hai teri mushkan, shamey jugar jati thi.
Fir v Janta hun ki teri hasi, teri nakam kosisey thi apney jaswad chupane ki.
Mere liye tu dard ka chehra hai,
jo haseen hai, isbq hai, khuda hai..
-