sanket shivraj   (Sanket Shivraj)
38 Followers · 19 Following

Kahani Meri Kalam se..
Joined 16 December 2018


Kahani Meri Kalam se..
Joined 16 December 2018
19 DEC 2024 AT 16:44

Tere wadon me kafi tadpa hu,
Tere deedar ko kafi tarsa hai,
Ab jab tu mere samne hai To kya bolu Mai,
Tujhse sawal puchne ko sadiyon tarsa hu mai......

-


19 DEC 2024 AT 16:41

Nazro se sawal jab_bhi karta hu mai,
Jawab mujhe teri nazro se,
Mere ishq ki_Kahani bayan karti hai....

-


14 JAN 2024 AT 13:40

Woman loves jewellery,
Power is the jewellery of Masculinity......

-


12 JAN 2024 AT 19:31

Wafa ke diwaro se bane ashiyane me,
Rehne ki guzarish,
Aaj ke waqt me bs khwahish ban chuki hai.....

-


12 JAN 2024 AT 19:26

Insaan galat nhi hu Main,
Galti hai to bs intni si,
Har bar galat insaan chun leta hu mai....

-


16 DEC 2023 AT 12:29

Haisiyat kya hai meri,
Bs ek phool ki pankhudi,
Khud ko tootne se rokne ka V haq nhi........

-


16 DEC 2023 AT 12:25

Ban jaon Mai dhul ki kan,
Pada rahu tere charno me,
Is jag me jahan sab fareb hai,
Ek Tu hi dikhta sach mujhe baaki sab khel hai.....

-


15 DEC 2023 AT 14:13

Khud ko jalakar mujhko raushan Kiya hai,
Wo meri Maa hai,
Jisne sapno ke chadar me,
Mujhko samete rakha hai.....

-


15 DEC 2023 AT 14:05

Jo hona hai wo ho kar rahega,
Chalte raho Rahi kahe darte ho,
Kch khona hai ya sab kch pana hai,
Jo hona hai ho kar rahega......

-


15 DEC 2023 AT 14:03

Thinking gives you nothing

-


Fetching sanket shivraj Quotes