Mann kuch udash h,
Sayad kuch aur hi aas h...
Purane khyalato se nikalna h,
Bs..ab mujhko badalna h...
Jo baatein maine ab tak panno se ki h,
Ab unhe logo tak phuchani h...
Meri jindagi mai ab jo gam h,
Uski ek alag hi kahani h...
Bachpan ka waqt ab khatam hua,
Ab bhut si jimmedariya uthani h...
Sayad gir v jaun mai khi,
Par agar jo uthi to bs apni ek kahani bnani h...-
Mann mai khwahishen to bhut h,
Par kai waqyo ki wajah se kuch darr si gyi h vo....
Sochne pe majboor ho gyin hu,
Jo,etnaa smbhl ke chalti thi,vo gir kaise gyi???
Aur ab jo vo uthi h,
Kya phir khi ruk v payegi???....-
When we were child,we used to cry In front of our parents if we had any problems or if we were hurt...
But when we grow up,we try to hide our tears so that our parent didn't see them,so that they didn't came to know it by any chance that we have problems or we are hurt...
Being young, being mature, being adult really do change us...-
Jiske hone ka gurur tha mujhe,
Aaj vo mujhse dur h...
Jo ek wakt sirf meri hua karti thi,
Aaj vo kisi aur ka noor h...-
Chalo phir ek nayi suruat karte h...
Purane raste ko bhul,aaj khud ke sath chalte h...-
Musafir hoon avi,
Tumhare kuch raston ki sathi bn jaungi...
Apni manjil na samjh baithna mujhe,
Avi to mujhe khud ki rahein bnani h....-
Na raston ka pta h,na manjil ki khabar h...
Bs chale ja rahe h Anjan raston par,sang ek Khab liye...-
Vo mujhese dur ja rahi h...
Use kaise roku mere bs mai nahi ye...
Kaise kahu ki jrurat h mujhe tumhari...
Pta hi to h use sb...
Shayad meri hi galti thi... sayad meri hi najarandazgi thi...tvi to...
aaj,vo mujhese dur ja rahi h...-
And then they'll be that life stage where you'll feel everything except peace...
-