Sania Thahaseen   (SaniaKhan)
54 Followers · 29 Following

Joined 25 February 2019


Joined 25 February 2019
16 MAY 2024 AT 2:52

Khaak ho iss cheez pe ki pehli mohabbath bhuli nai jaa sakti, jab ehsaas khatam tho Mohabbat b khatam aur usse Judi yaadein b khatam.

-


18 NOV 2022 AT 23:42

Ek faisla kitna faasla khada kar deti hai, alfaz sath dene ke bawajood khamushi iktiyar karne mein he samajhdari hoti hai.

-


30 OCT 2022 AT 19:35

Jiski ankhon mein dekh kar khushi mehsoos hoti hai,
Suno mohobbat sirf usi se hoti hai.

-


25 OCT 2022 AT 10:18

Kitni asani se hum khudh ko barbaad kardete hai, Aksar un logon pe waqt zaaya kardete hai jo waqt dene ke kabil nahi hote.

-


25 OCT 2022 AT 10:06

Yeh tumse doori par bhi sirf tumhari he yaad athi hai,
Dil beqabar tumhe markaz banata jaa raha hai.

-


13 OCT 2022 AT 0:53

Agar Zinda rehna he zindegi hai tho,
Haan jee Rahi hoon mai.
Sanson ka chalna khush kismath hai tho,
Haan khush kismat hoon mai.
Ansu chupa kar muskurana bahaduri hai tho,
Haan bahadur hoon mai.

-


31 AUG 2022 AT 23:29

Musafir hun iss jahan ki, dil lagana mujhe mayassar nahi, chalo dil laga bhi liya tho kis kis ka dil rakte?
Sadiyaan beet jati hai dubara kisi mulk ki sair karne, koe agar mera intezar karta tho kis Sadi thak karta?..

-


29 AUG 2022 AT 1:22

Sukoon sa mehsoos hota hai, bekhauf sa lagne lagta hai, jab bath athi hai humsafar ki tho mujhse behtar mera sath koe aur nahi de sakta hai.

-


30 JUL 2022 AT 17:31

Jo pehli mulaqaat mein dost ko akdu na smajhe,
wo yaar kaisa? Dil jispe bhar jaye,
wo yaar kaisa? Jo din ke thakawat ke bawajood tumhara haal na puche,
wo yaar kaisa?
Jo tumhare har haal se waqif ho aur phir bhi tumhe judge kare, tho wo yaar kaisa?
jo zindegi ke saye may tumhara humsaya na bane, tho wo yaar kaisa?
jisse din bhar dher sari batein kare aur phir b dil na maange more,
tho wo yaar kaisa?
jiski harkatein ho pagalon jaisi aur phir bhi dil usi ko na chahe,
tho wo yaar kaisa?
jo mere har lamhe may hai shamil, mera yaar hai aisa.

-


22 JUL 2022 AT 23:38

Kya huva Jo pehle ragbat thi uska naam lene mein,
Abh yaad Karu uska naam tho
yaad he nahi atha.

-


Fetching Sania Thahaseen Quotes