Dil ki baat lafzon mei bayan nahi kar sakte, dosti ke bitaye pal hum bhula nahi sakte, Tumhara aaj janmadin aaya hai, tum agar aaj party nahi diye ❗️😀, tumhein aise hum jaane nahi de sakte.|||
Teri hansi dekh kar wo pagal bhi sahi hogaya hai, Jo kal road pe ghum raha tha ,wo ab jamaeto mein ghum raha hai, Na jane wo pagal ab Kiya Kiya kar raha hai,|||
Shayari ke duniya mein kadam rakh diya hu, Main Shayar hi banuga Aisa irada kar liya hu, Koi humse agar uljhane ki koshish karega, Yakeen mano lar ke nahi,unko shayari ke lahje mein samjha dunga.||
कराके के सर्दी मैं मौसम गर्मी ज्यादाअच्छा लगता हैं, पतझड़ के मौसम में बारिश ज्यादाअच्छा लगता हैं, उसी तरह मां के हाथों बने चावल भी, किसी होटल के बिरयानी से भी ज्यादा अच्छा लगता हैं||
Janamdin par aapko meri traf se har cheez Mubarak, Hazaron diye honge aaj happy new year ki Mubarak, Mera kuch kahne ka aglag hi andaaz hai, Isliye shayari ke lahge mei kah raha hu, Aapko meri traf se aapka janamdin mubarak.||
Aag ko aag se bujhahenge, Chahe dariya kyun na aajayen, Unko bhi pass karenge, Dosti kiye hai to Umar bhar nibhayenge, Akele tumhe raaste mein Yun kabhi na chorenge.