Rooko to sanam zara dekhe to sahi
roshan karte sitare tumare aur mere milne pe akhir kya bate krte hai..
Kisko kis se hai beintehaa mohabat
Dekhe to sahi ye khitab zara apni nooriyat se sanam kisko dete hai-
जबसे दसतक उस चेहरे ने दिल को दी...
तबसे ये दिल मेरे सिने में... read more
Safar kaisa hai ye tumara aur hmara ...
aadha aankho mein aankho ko padte dekh kat rha hai.....
aur baki bcha mano lage sama ab
humari khamoshi safar kaat rhi hai....
❤️❤️❤️❤️❤️❤️-
Khoff kya kre kisi ko khone ka ....
Jab mujmein main hi ko kab ka kho chuka hu .....
Ab kitni bhi lakh koshish kre ....
Main wo sanam hu jo dile jazbato
se chhut main ab pathar ka ho
chuka hu..-
karne ko kare kya maula teri banai aisi kainat ka ab sanam
Jismein zamane bhar log to mile magr jazbat na unmein mayassar mile ....
-
Sanam to unke liye sirf naam ke sanam
hum nikle .....
Khata hui yaa nahi iss e waqif tab hote
jab dene ko waqt unke aise wo sanam
agr hum nikle ....
apna murshadh unhe maan baithe kya yehi khata thi humari ....???
Jiski saza mein dene ko daga
puri kainat mein unke liye aise wo
sanam sirf aur sirf hum nikle ...-
मै लड़कर अपना वक्त बदला ज़रूर हूँ ,,
मगर बदला था जो वक्त वो
वक़्त मैं भुला नहीं हूँ ,,,
ये ज़ख्म भले दिल में दफन हुए हो
बोहत अरसो पहले मगर उनके निशान
उनके वो दर्द जो सनम भूल जाये ऐसे वो
बेगैरत सनम और होंगे मगर ऐसे वो सनम
तो मैं हरगिज़ नही हूँ ,-
Arz kia hai.....
So jata magr sanam ko pehle tere
neend to aane do....
Are Tum to intzaam dafnane
ka krne lage,,
Zara pehle sanam ko tere
mott to aane do....
Janat choro jhanum mein bhi
tere sanam akhir reh lege ....
Pehle sanam ko lene tere
farishton ko akhir to aane do.....-
Arz kia hai ....
Maikhano mein gye zaroor sanam,
Magar paimane bhar-bhar piye
sharab bohat phir bhi mohabat
se khai jo shikast uske zakham
taze phir bhi rhe .....
Ye mohabat mein badalna
bhi ghalib sahab ye to fidrat
unki thi huzoor e aala ye fidrat
hmari kaha thi ...
Afsose ke wo badale so badale
sanam ka to kuch nahi badla wo
deewane the aur deewane hi rhe....-