Sawal hi paida nhi hota na umeed hone ka
Mujhe mere Allah se mangi hui har dua par
Aise yakeen hain
Jese logo ko rat ke bad subhe hone ka-
Tu yun na kar gile shikwe
Zara khofe khuda bhi rakha kar
Gawahi dege farishte uske
Roz-e-mehshar main
Zara soch samjh kar bola kar
Wo wakif hain
Haal-e-dil se har bashar ke
Tu yun logo se izhaar na kiya kar
Tamasha bna dege wahi log tujhko
Har raaz btata h jinko Tu apna samjh kar
Duniya ki masrufiyat main waqt barbad na kar
Janta hain Tu nhi hain aane wale pal ki bhi khabar
Tu yun logo ko khush karna chor kar
Apne rab ko razi kar.
-
Koi hume kya samjhta hain
Isse koi fark nhi padhta
Par afsos hota hain
Jab kisi ko hum apna samjhte hain
Or wo hume apna nhi samjhta-
Jab koi cheez dil se utar jati hain
To fark nhi padhta
Lakh ki h ya khak ki hain-
Ta-Umar Sath Chalne Ke Dave Karte Hain
Aksar Wahi Log Choti-Choti Galtiyon Par
Rukh Mod Jaya Karte Hain..-
Wo Mushaq to nhi lagati hain
Par uske anchal se ek mehak aati hain
Main so jati hu rakh kar uski goad main sar
Wo puri rat mera sar sehelati hain
Or suna hain jannat bahut khubsurat hain
Par mujhe meri Ammi jannat se bhi zada khubsurat lagti hain..-
किसी भी रिश्ते कि बुनियाद
भरोसे पर टिकी होती हैं
जहाँ भरोसा ही नहीं होता
वहाँ रिश्ते भी कमज़ोर पड़ जाते हैं।।-
वो जो लड़कियों को पाबंदियों में रहना और उनकीं मर्यादाएं बताते हैं
समझ नही आता हैं
कि वो लड़कों को उनकीं हद में रहना क्यूँ नही सिखाते हैं।।-
हम हारने वालो में से तो ना थे
पर क्या करते जनाब
जब हाराने वाले अपने ही थे।।
-