š¢ššæ šš¼šæšš š®š±š±š¶š°šš¶š¼š» š®šæš²
ššµš² š½š²š¼š½š¹š² ššµš¼šŗ šš² š¹š¼šš² š„šš-
Hum bhi tut jate hai, mujhe bhi kharab lagta hai...
Kabhi kabhi mera bhi dill dukhta hai...
Rona ata hai...
Lekin mujhe santana dena wala koi ni hai...
Phir bhi may ekdam thik hu...
Tuta futa may or mera dill...
Kabhi dill mujhe or kabhi may dill ko...
Samjha hi deta hu...!!-
Milne ko tarasta hu...
Per mulakat ni kar sakta...
Mere pass no to h uski...
Per may baat ni kar sakta...
Or phir wo shaks bhi...
Kho diya maine...
Jiski wajah se thodi bahut...
Khushi hasil hui thi...
Jine ka ek unmid...
Phir se jal uthi thi...
Ab to na khushi na unmide...
Bus din katni hai...-
Bahut Khass Hai,
Wo Shaks Mere Liye...
Fir Bhi Wo Mera,
Dill Dukhata Hai...
Sabke Liye Waqt Hai,
Uske Pass...
Bas Mujh Se Hi,
Duriya Banata Hai...!!-
Hum kisi k kabil nehi...
Isliye hum dur rahene lage...
Jo humare bina khush hai...
Hum unhe sataya nehi karte...!!-
Mohabbatein kise kahete hai...
Us shaks se pucho...
Jisne dill tut ne k bad bhi...
Usi ka intezar kiya hai...!!-
Some stories never start to end...
And some bonds are never made to be broken...
Those bonds, they live in your heart forever...
They won't leave your heart ever...
And there is a such stories in my heart...
And that is only you...!!-
Ek Khwahish Hai Tujhse Milne Ki,
Teri Ankho Mai Dekhne Ki,
Tere Sath Ghanto Bitane Ki,
Tere Hath Mai Hath Rakh Kar Ghumne Ki,
Ek Khwahish Hai..
Tere Sath Jindagi Bitane Ki,
Tere Gam Or Khushiyon Me Sath Rehne Ki,
Kabhi Tujhse Dur Na Jane Ki,
Tujhe Apna Kehne Ki,
Ek Khwahish Hai...
Meri Sari Khusiyon Tujhe Dene Ki,
Tere Sare Gam Lene Ki,
Tujhe Apni Duniya Banane Ki,
Ek Khwahish Hai Tujhse Milne Ki....!!-
Oye...
Akhir chhod diya na akela...!!
Kya karu, kaha jaau, kisse kahu...
Yea jo mere sath ho raha...
Samajh nehi ata ise may kaise sahu...!!
Rahi bat pyar k...
Tum kya samjhoge mere pyar ko...
Tum to kisi or ko khush karne me busy ho...!!-
Tum mere ho mujhe yakeen hai...
Jhut hai... Magar kitna hasin hai...!!-