Life (Zingadi)
Zindagi jio khul kar jio
jab tak tumhai akhri pal
tak maut na aa jaye.-
Chahne wale - Matlabi ๐ฆ
Hamare Chahne wale
bahut the,
aur matlabi logo ki
kuch pucho mat.-
"Haar" (Defeat)
Jab tak tum khud se nhi chaho haarna, Tab tak tumhain koi nhi hara sakta, 'Stubborn person' ๐คจ-
"Dar" ๐งโโ๏ธ
Apne dar ko khud se kabu
main karna sikho,
Jis din aapne apne
dar ko kabu me kar
liya samjho ye duniya
tumhari hain. ๐ธ
-
"Shoq"
Insaan jab sab se haar jata hai to apne hi log sabse jada dard dete hai,
Dukh to tab hota hai jab us insaan ke dil ke jada kareeb woh sakhs dard deta hain jo uske liye jaan se bhi pyara hain.-
Madad Foundation
Ek ''Madad'' Aap se hi suru karte hain.
Hum kadam se kadam badake chalte hain.
Hum uhi girte uththe pardte chalte rahege lekin aap ki madad k liye hum
hamesha taiyari se chalte hain.
Ek madad aap k liye
hum leke chalte hain.
Stay Safe Stay Home.
All Team Madad Foundation-
(Ehmiyat / Ehsaas)
Jab koi apna dil pe chot dekar jata hai tab hame uski Ehmiyat or Ehsaas hota hain. ๐ฅ-
Human (Insaan)
Insaan ke 2 rope hote hain.
Ek acchai
Doshra burai
Aksar hum us insaan me burai dhundte hain, lekin kabhi hum us insaan ki acchai ki tareef tak nhi karte.-
Madad
Madad toh sirf Allah (god)
ki taraf se aati hain,
hum to Sirf aam
insan hain, besaq
hame dil se yaqeen
hain hame
madad milegi,
dua me yaad rakhna
โค๏ธ-
Juban..
Bolne ke liye to bahut kuch hai lekin "Juban" bolne nhi deti sahi waqt
aane ka bas intezar hain. ๐-