BeRaunki beUdasiyon ki taraf jaate hai
Mayus hue ab jaane kidhar jaate hain
Hume Khatra bahot hai apni jaan ka ‘hasrat’
Raah chalte log dikh jaye toh, Raah badal jaate hain
Ghav bhar jaate hai jo bina kisi marham
Wo aksar bade zakham ban jaate hai
Kaun kehta hai mujhe maloom hai Rasta ghar ka apne
Jab bhi chalta hun paon ‘bhatak’jaate hain-
Khwab ankhon se nahi tumhari nazar se dekhte hain
Zindagi tujhe jee bhar dekhte hain
Kuch kaho sunao , zraa baitho aur abhi !!
Baat mil jayegi , baat karke dekhte hain
Hum tum hai yun toh ek hi dil k kirayedaar
Bura na mano toh sath chal kar dekhte hain .-
Snuggle in my arms and we’ll laugh till it hurts
Let the night comes that never end-
Fitrat toh kuch yun hai Insano ki
Ki
Barish khtam ho jaaye
Toh chatri bojh lagti hai !..-
Ye chand Roz aa jata hai khawabon ki baatein krne
Kaho isse ki Neend humein jaldi nhi aati
-
bas ik nigāh se luTtā hai qāfila dil kā
so rah-ravān-e-tamannā bhī Dar ke dekhte haiñ
sunā hai us ko bhī hai sher o shā.irī se shaġhaf
so ham bhī mo.ajize apne hunar ke dekhte haiñ
sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ-
Fizayen khud Bikhrengi Mehak Meri Dastan ki
Hawaa Mein Gum Ho Jayein Wo Khusbu Nahi hain Hum-
aziiz itnā hī rakkho ki jī sambhal jaa.e
ab is qadar bhī na chāho ki dam nikal jaa.e-