Tod kar rishta wo mohabbat ka mujhse, Tod kar kar qalb-e-nadaan ke saare khwaab, chord mera hath shab-e-tanhai ke veerano mai, kehte hain ke ab hum, dost hain na
parwan chardte ishq ko khud tumne hi to ghayal kiya, din raat bardhti guftgu ko tumne hi to waqfa diya, is jism mai jazb Rooh ko tumne hi to judaa kiya, bass socha apne bare mai mera na zara khayal kiya, is do Dilon ke rishte mai khud tumne Yun kamaal kiya.