Samee Shaikh   (Md.Samee Shaikh)
1 Followers · 1 Following

Joined 14 December 2019


Joined 14 December 2019
4 NOV 2021 AT 17:59

Hum tho wazir the use sikandar chahiye tha
Mohabbat ka katraa nhi pura samundar chahiye tha
Kudke naseeb se khafa hu
Naseeb main zameen mili hume tho amber chahiye tha

-


29 SEP 2021 AT 10:42

Ghunaaho ke darjo main bhigaa huwa hu main
Auwal to uski bewafai ka hain
Shraabi ban kar dar bdar bhatka huwa hu main
Sabab usse aashiqui ka hain

-


28 SEP 2021 AT 18:02

Gunaaho ke darjo main bhigaa huwa hu main
Auwal to uski bewafai ka hain
Shrabi ban kar dar badar bhtkaa huwa hu main
Sbab Jhuti Aashiqui ka hain

-


24 SEP 2021 AT 10:57

Aao sath jashn-e-gum manaate hain
Thora tum rutho thora hum mannate hain
Ek saaki thak gaya to kiya
Hum kud jaam-e-gum banate hain

-


28 AUG 2021 AT 20:37

Humari barbadi ka nazaara sareaam hoga
Ab humari mohabbat ka bhi anjaam hoga
Bewafai ki sazaa bewafa se puchna
Q ki ab ishq main bhi intekaam hoga

-


21 AUG 2021 AT 0:18

Kud ke liye alfaaz-e- ishq nhi hain
Iss khali jism main jazbaat nhi hain
Mohabbat sirf chuu ke guzri thi
Isliye iss dhanche main ab dil nhi hain

-


15 JUL 2021 AT 1:26

Meri mohabbat usse anjaan ho gai
Ek tarfa aashiqur meri phechaan ho gai
Zada kuch badla nhi hain phele
Wo jaan thi ab shraab jaan ho gai

-


2 JUL 2021 AT 15:43

Nashe sharaab ke liye the
Lekin Gum ke hogaye
Abhi hum apno ke the
Njaane kab begaane hogaye

-


1 JUL 2021 AT 20:57

Duniya bhot dekhli
Ab duniya ki sachai dekhege;
Mhefilo main jashan bhot sjaaya
Ab jashan-e-tanhai dekhege

-


25 JUN 2021 AT 12:43

Kaafi door hu khotho nazdik aakar dekhun
Hain ijaazat tho haat lagaa kar dekhun
Aapke chahne wale hain hum
Kho tho app se mohabbat kar ke dekhun

-


Fetching Samee Shaikh Quotes