Sally Roy  
119 Followers · 124 Following

Anonymous soul
Joined 23 June 2020


Anonymous soul
Joined 23 June 2020
25 JUL 2021 AT 14:52

Paid Content

-


23 JUL 2021 AT 14:24

Itna kya sochte ho chup chap baith jaya kro
Log jo bhi kahe tum to bas muskuraya kro
Kuch nhi badlega badalne ke siba
Bas yhi soch ke baaton ko bhul jaya kro

-


5 MAY 2021 AT 18:11

Kispe kre kitna bharosa
Yha kon hai kisi ke saath
Apne apno ko girane
me lage hai
Kispe kare koi vishwaas

-


23 APR 2021 AT 18:05

Baat bigdi bhi toh kya khoob bigdi
Wo chirag lekar aaye bhi toh tab jab
savera ho gaya

-


23 FEB 2021 AT 15:46

Tera rasta takne ka bharam bhi chhin gya jab se
Bari muskil se chaukhat se kadam bahar niklte hai

-


1 FEB 2021 AT 17:12

Na usse kuch sikayat na isse koi paresaani
Agar kuch rah gya hai toh wo hai
" Kuch bhi nhi "

-


1 FEB 2021 AT 15:13

Leke ashkon ka samandar kya chalna
Jo guzar gye so guzar gye

-


24 JAN 2021 AT 3:46

Roshni mai khoj kar la nhi sakta aur andheron se ghabra nhi sakta
Hasne ka salika nhi mujhe aur roo ke mai dikha nhi sakta

-


24 JAN 2021 AT 3:22

Kyun khud ko ham duniya ki riwayaton se chupaye
Jo naa chale kadam toh ham kyun badhaye
Har chij mukammal mile jaruri toh nhi
Adhurepan me sukoon hai yeh mujburi nhi
Sbke sath baith kar muskurate nhi
Logo se baatein kar paate nhi
Toh kya hua jo hmme salika nhi
Bolne chalne ka taur tarika nhi
Hmne toh kisi ka dil dukhaya nhi
Bolna nhi aata toh baat sunaya bhi
nhi
Hmme taklif kisi baat ki nhi hai
Sukoon hai..aur isse jada kabhi kuch chaha bhi nhi


-


25 OCT 2020 AT 8:42

Jo na hote khawab toh yeh gam nhi hota
Agar kuch nhi hota jada phir bhi kuch kam nhi hota
Andheron me chalte roshni ka gam nhi hota
Mohabbat ke naam pe yun zindagi khatam nhi hota
Jo na hote khawab toh yeh gam nhi hota

-


Fetching Sally Roy Quotes