Saleh Aslam  
0 Followers · 2 Following

Joined 9 May 2021


Joined 9 May 2021
24 FEB AT 23:35

Ab toh hum Khwabo Mai v Tera intezar karte hai,

Tere deedar se ankhno Mai roshni sa sa jata hai,

Par kya fayda, neend Jo khul jata hai, sare khwab toot jata hai...

-


23 FEB AT 23:05

Tumhe pane ki junoon bhi bahot hai,
Dil ko to bas tumhara deedar pasand hai.

Tumse milne ki tamanna bhi bahot hai,
Aur tumhara ghar ka pata bhi door hai.

Ishq ka izhar kuch lafzon mai karna v mushkil hai,
Mujhe to bas tumse mohabbat hai...

-


14 FEB AT 18:35

Pyar ki kahani, ek anokhi equation ki tarah hai,
Jaise integration mein alag-alag kismon ka milan hota hai.

Dil ka haal, ek algebraic expression ki tarah,
Har hissa, har chunauti, ek naya raaz hai chupa.

Ek probability ki tarah hai mohabbat ka izhaar,
Har pal, har lamha, ek naya sapna hai saath.

-


12 FEB AT 18:21

Har pal sirf khushiyo ka bahar hai,
Zindegi saja hai jaisa koyi tauhar hai,
Khuda ki rehmat is kadar hai ki,
Gham mai bhi khushiyo ki izhar hai...

-


8 FEB AT 19:37

Tera diya hua chocolate se v teri batein meethi thi,
Tera dia har sandesh maine sajaya tha jaise wo chithhi thi,
Pal guzra, sal badla, abhi Teri yaad bhi bht kam ati hai,
Par najane q kabhi kabhi teri batein bohot satati hai...

-


8 FEB AT 18:26

Mai ghutno par tha
Dil ki batein zuban par thi,
Kehna tha tujhse kuch
Sar uthaya to tu nhi thi
Tera saya dikha mujhse dur jate huye...

-


7 FEB AT 18:31

Tera dia hua gulab
abhi bhi meri kitabo ke
panno pe saja hua hai,
Mana ki wo sukh Gaya,
par tuta nahi....

-


18 JAN AT 20:38

Students confused, syllabus ka hai mess,
Exams mein mazaak, marks se zyada stress.
Pressure bada, bachon mein hai distress,
System change karo, hai yeh request.
Bad education system, time to rise,
Seekhne ka hai right, not just the prize.
Let's break the chains, open our eyes,
Education ka hai right, let it realize.

-


22 SEP 2023 AT 17:22

Teri ankho ki ek jhalak Mai bhul na paya,
Dil ko behlaya, khwabon mein basa gaya.
Teri ankhon ki noor se rangin hai yeh zindagi ki raahen,
Har pal teri yaadon mein khoya rehta hoon, saathiya.

-


19 AUG 2023 AT 20:17

Saanso mein tera naam hai basa,
Dil ki dhadkanon mein tu samaa.
Khayalon mein tu hi chhupi rehti hai,
Meri zindagi ka yeh pyaara sa raaz hai.

-


Fetching Saleh Aslam Quotes