Saira ❤️   (Saira ❤️)
15 Followers · 5 Following

#love yourself first❤️
Follow me on insta : saira 7196
Joined 2 February 2019


#love yourself first❤️
Follow me on insta : saira 7196
Joined 2 February 2019
30 JUL 2023 AT 13:33

Main vo insaan nahi jo hua karti thi,
Aaj mili kai arso baad kuch puraane
dosto ke sath,
To bole vo tum to vo ho hi nahi
Jo hua karti thi , tab or ab main
Tujhme bhot farak hai ,
Main to mehaz baarish sang khush ho jaya karti thi , kuch waqt beeta kr apno sang khush ho jaya karti thi,
Ab na Jane Q maan mein udaasi si chayi rehti hai,Dil na Jane Q chup sa rehta hai.
Ab agar kisi se baat kare to ye dar jaya karta hai,
Main vo insaan nahi ho hua karti thi,
Jo har waqt khush raha karti thi,
Ab unhe kaise or kya batau ki ,
Main vo insaan nahi ho hua karti thi...

-


13 NOV 2021 AT 16:49

Meri Zindagi na band kitaab ki taraha hai,
Kabhi kisi ne isko khola nahi!!
Jisne khola usne padha nahi,
Aur jisne padha usne samjha nahi
Aur
Jo samajh sake aisa kabhi koi mila Nahi!!! 💔

-


20 JUN 2021 AT 20:15

Dil❤️ki awaaz :
Thak chuki hu main
is matlabi duniya or aese
logo se..... Ab is duniya se kahin
dur jane ka maan karta hai...

Waha jaha mera koi apna na ho
Khete hai ki aksar paraye log apne ban jate hai or hal-e-dil samjh pate hai bina hume koi alochna kiye....

-


1 NOV 2020 AT 21:10

Jo chahat hai
Use paane ki himmat dena,
Jo kismat mein hai
Use quabool karne ki himmat dena.🤲

-


3 JUL 2020 AT 0:07

"Ye jo halaat hai aaj tumhare
Ek din sahi ho jayege,
Lekin is dauran tumhe
tumhare kai apno ke
asli chehre najar ayege".......

-


2 JUL 2020 AT 20:08

Aur
Ek waqt aisa ata hai,
Jab kisi bhi chiz ka
Fark padhna band ho jata hai.

-


16 MAY 2020 AT 23:59

"Lafzon mein kaha dum tha
Kuch khene ka..
Dard agar dil mein ho to,
Khamoshi hi kaafi hai
Usko bayaa karne k liye"

-


5 MAY 2020 AT 22:46

!! Raat k 11pm baje.........
Jis no. se aap sampark karna
chahte hai vo abhi vyasat hai...
Beep............

Phele bolta tha dost ka
Fon hai.. Aur ab

Bolta hai ki.. Office ka Fon hai...!!

-


4 MAY 2020 AT 19:14

"Jisko akela rehna a gaya,
Samjho usko jeena a gaya"!!

-


28 APR 2020 AT 16:00

Har din apni zindagi ko 1 naya khwab do 🧬
chahe pura ho ya na ho
par aawaz to do. ☺️
Ek din pure ho jayenge sare khwaab tumhare 🛌
Sirf koshish kr k un khwaabo ko pura karne ki ek nayi Shuruaat to do.🧡

-


Fetching Saira ❤️ Quotes