Mannato ka silsila chaluu hy
Hum azmaaish kisey kehtey hy
Ek bheed k hissey meh seh
Hum aakho ko yuh bheech letey hy
Wqt ka kaam hy andherey laana
Wo bekhauf hme tadpa rha hy
Ek aadh mansoobey dubb rhe toh kya hua..
Wo har din hme uthna sikha rha hy
Wo har din hme ladna sikha rha hy
Wo chaand hy mere dost....
Khoobsurati ka aalam toh dekhiye
Zehen mh kon hy jo unse nhi itra rha hy
-
Jalate ho Jalate ho
Raavan ki putle ko marte ho
Ajeeb sangat hy duniya ki buraiyyo ko tum gatthtey ho
Us veer trahi k prachand ahankaar ko tum traahtey ho
Kyu buraiyyo ko usme jalake nhi maarte ho
Dikhawe ki sangath meh rha nhi kbi mai aajtk
Kaise bol du mubarak ho tum ek veer k jo trahak ho
Usey jalane jana jb ek ayyna meh dekhna
Khudko hi dekhkr tum ayyne meh yrh kehna
Ram ho ya Ravan iski kalpna tum krna
Dus muh jo tere hy jo samne ni dikhtey
Arey mere bhai insan aise nhi bikte hy
Kaise pooj du mai 9 din Durga tu yeh btaa
Yha 9 din ki Durga ki izzat dekha hai mainey lutt tey.
-
Raaste mh patthar ho to hum usehhh girehbann kehte hy
Andhero meh jo wakif kraade khudse humey .....usey hum imaan kehte hy
Areyy kaam nhi hy toh nhi yaad aty humary unhe
Isiliye toh hum unhe khuley aasman ka chand kehtey hy
Unhi ki farmaish hy mere bhai
Ki ghar ka suraakh jo hy
Usey hum Roshandaan kehtey hy.
-
The darkness is often freaked out in the most uneven times
Like death is to life creepy and fragile
Like ashes is to soul, pure and white
The uneven time that often reminds
How even is to wry with light
The stars that are bigotry to darkness are looked upon
And a falling star is celebrated with wishes to fulfill
Where hope lives with the bigotry of night
The darkness that is beautifull is missed and we crave for light
Where darkness gives the moment to live with our soul
We give a creepy smile coz darkness is the period where we die
Moon often shows me a way perceivance often with love and care
But how can i overcome......
The Darkness inside.
-
Roshandaan ki roshni bhi bagawat ka kissa hy agar
Toh darwazo ka hissa khol diya hy hmne
Uss seeshe neh jo nafarmaniya dikhai hy
Uss ka hissa chod diya hy hmne
Agar fir bhi farebb krne ka dil kre hmse
Toh yaad rkhna
Sajde meh rehtey hy Uske...
Duniya peh bharosa krne ka zimma chod diya hy hmne
Seeshe seh kyu aaku khud ko
Jab khudi seh rishta tod diya hy hmne
Aasmano ki baat kya krr rhe ho
Hmne toh mitty bhi sajde meh jakr uthai hy
Jo bagawat krne k hissedar theyyy
Unko bhi kandho pr rkh kr manzil pohchai hy
Dosh bagiyo ko b kya dey
Yahi toh imaan seekha hy
Duniya dekhi hy... pr tehzeeb Quran-e-Pak seh seekha hy ❤️
-
Cheeze chutengi raaste peh bohot sari
Akhir raato peh chlna toh akela hi pdta hy
Khoyy hy zindagi seh thak haar kr andherey meh
Raato ko sametna bhi toh khud hi padta hy
Kbhi dar lgta hy ki chutenge toh kbhi mil bhi na pyngey
Aur un lamho ko phir kab hum satayenge
Par chalna toh hoga...bebaak bedhadak
Piche chutt tey hy log toh chutne do
Thoda matlabi toh hume bhi hona hoga
Zindagi ko chota bnaya toh humne hy
Isme khul kar jeena toh seekhna hoga
Shikaytey har lamhe rhengi
Zindagi jeena sikna hoga mere dost
Waqt ko rokna seekna hoga mere dost
Gir k uthna seekna hoga mere dost
Zindagi ko har pal jeena sikna hga mere dost.
-
Sukoon raato meh miley toh us takleef ka inaam hu mai
Uchi imartoo ki khwaish rkhta hu par uss mitty ka karzdaar hu mai
Yeh jo saanse le rha hu aaj.... karzaa hy kisika
Koi boley hindu ki rehmat hy saanse teri
Koi bole musalmaan hy haq se saanse teri
Tbhi andar seh meri saanse bol padiii
Khuda ka is kaal meh inaam hu mai mere bacche.....
Sirf aur Sirf
Hindustan hu mai 💓❤️
-
Fitrr koshish kriye khud ko kamyaab bnane meh aap
Naseeb toh kya nakaab bhi apki aaghosh meh jhukega-
Ek anjaan ajnabee muskaan k peeche mrte hy
Log dusro k liye kya kya krte hy
Humne saleekey seh chupa kr rkha hy unko duniya seh
Khel jism ka ho tohh mutalib-e-ailaan kra deh mere dost
Yha toh ishq nazro ka hy
Apni nzre unse kaisa hta dehh
Rooh keh mutalib rkhne wle ko
Dusro seh kaise milwa deh
Khel zindagi ka ho toh ek baar kaifiyat bksh bhi deh
Khel zindagi ka ho toh ek baar kaifiyat bksh bhi deh
Masla saaso ka hy mere dost
Apni saaso ko apko kaise dikha deh..
Apni rooh ko nzro mh kaise batla deh..
-
Raaz zindagi ki mhfiley sikha jati hai
Aksar gumnaam seher ki raftaar hme jeena sika jaty hai
Dkhne mh toh do chaar alfaaz hi lgte hy merey dost
Par chand log hi toh hy jo hme zindagi keh jazbaat sikha jatey hy-