Sahin Ahmed  
20 Followers · 7 Following

Instagram
Joined 29 October 2018


Instagram
Joined 29 October 2018
12 NOV 2024 AT 1:36

Koi hamen chahta hai aur ham kisi aur Ko chahte Hain,koi hamen chahta hai aur ham kisi aur Ko chahte Hain,Bas fark itna hai hamen kisi se Ishq hai,Aur kisi Ko hamen pane ka zidd hai...

-


24 OCT 2024 AT 20:31

Pata nahi aj yah hawa b itna kushnuma q hai, pata nahi aj yah hawa gun guna rahi q hai... Pata nahi aj hawa ko kya kushi chara hai, jo har bar mera kanno sa guzar tha hua thumara naam la raha ha...

-


6 JUL 2023 AT 16:22

Mai usko samajh aaya hun duniya samajh aane ke baad,
Wo mera naam likhta hai ek naam mitane ke baad.
~
Khushi ye hai mai uske liye sabse pehle hun,
Gam ye hai kisi ke jane ke baad 💔

-


18 JUN 2022 AT 22:26

Thu mera pass hai,Fir b tu nahi hai....
Mujhe tujse mohabbat hai,Fir b nahi hai...
Pata nahi hamare bich kya rishta ha jo hai, Magar fir b nahi hai....

-


18 JUN 2022 AT 15:18

Hum akshar chand ka pahno mah betha karta ha.... Chand ko dek ka tuja yaad kiya karta ha... Un surk wadiyo ka maza liya karta ha... Jab b who hawaya humari galo ko chu ka guzar tha ha... Yah muja tera hona ka eahsas dela tha ha... Pata ha muja ki tu nahi ha... Fir b yah muja tera hona ka eahsas dela tha ha....

-


15 JUN 2022 AT 9:12

Aj kafi arso baad muja kalam ka Sahara lana para....Aj kafi arso baad muja kalam ka Sahara lana para.... Na Jana Teri yaad itna q sata ti ha... jo mujhe isko panno ma utarna para...

-


12 JAN 2021 AT 0:29

#Thumari_yaad

Aksar main apni phone ki use chupi hue folder ko tatol Leta Hun,
Aksar main apni phone ki use chupi hue folder ko tatol Leta Hun,
Jab bhi tumhari yad aati hai,
Tumhari tasvir dekh liya karta hun tumhari vah purani voice recording sun liya karta Hun...
Main jaanta hun Tum wapas to nahin aaoge unhi se is Dil ko behla liya karta hun,
Main chahta to hun us folder ko delete kar dena,
Per kambakhat har bar choot jata hai...

-


30 MAY 2020 AT 21:02

To someone

Mei woh khula aasma hu jaaha taaro ki barmaar hei, Mei woh khula aasma hu jaha taaro ki barmaar hei, par ye aasma hei ki uss chand ko dhund raha hei kyu ki uss chand ke bina ye asmaa adhura hei or woh chand tum ho...

-


12 JAN 2021 AT 0:17

Abh to aarsha ho gaya hai tumse bichhade hue,
Ab to aarsha Ho Gaya hai tumse a bichhade hue,
Magar fir bhi Na jaane kyon tumhari yad mujhe Aaj Tak satati hai,
Shayad Tum to mujhe bhul chuke Ho,
Aur yahan main chahte hue tumhen nahin bhul pa raha hun...
Ab to shayad tumhen mere naam Tak yad nahin,
Aur yahan main aaj Tak har bar tumhara naam Le Leta Hun....

-


25 AUG 2020 AT 23:14

Aksar Raat Yun hi Gujar jaati hai tumhari khayalon mein... Nind ne to kab ka sath chhod diya tha... Din mein to bus tumhari aane ki ummid ke sahare Gujar jaati hai, vaise to ham kab ka mar chuke hain hamari SAS tu bus tumhari aane ki jhuthi intezar mein chal rahi hai....

-


Fetching Sahin Ahmed Quotes