اب ہمکو اس شہر کی حالت پر رنج ھے
اس قوم کی بسارت پر رنج ہے
رنج ھے کے عالم میں ایک جنگ اور ہوئی
اور یہ بھی رنج ہے کے دل کی بستی بھی اجڑ گئی
اس عالم میں دھکتا ہوا منظر تھا چارو اور
اور طوفان کی تھی لہر جو روح میں اتر گئی
ائے باد صبا اب تیرا چمن ویران ہے کیوں
سینو پہ ہے خنجر، منظر لہو لہان ہے کیوں
برقِ تپاں نے سبھی خیمون کو جھلسایا ہے کیوں
دشت و سحرا میں اب اندھیرا چھایا ہے کیوں
ائے نصلِ آدم یہ وحشت نئی تو نہیں
کے قوم در قوم کی ظلمت نئ تو نہیں
تجھے کو تعمیرِ قوم کا تھا پاسبان بنایا
جو نہ سمجھوگے تو تم دہشت نئی تو نہیں
حکمراں آئیں تو برے مگر حاکم جہاں کوئی اور ہے
یہ تخت و تاج اگر تیرے ہیں تو محافظ کوئی اور ہے
اب ہمکو اس شہر کی مٹی سے خوف ہے
خاموش آہوں سے خوف ہے
۔خاموش نالون سے خوف ہے۔
اب ہمکو اس شہر کی ہواوں سے خوف ہے-
I like purity of soul,as like the meaning of my name!!
Shu... read more
Ab humko iss sheher ki halat pe ranj h
Iss qaum ki basaraat pe ranj hai
Ranj hai ke alam me ek jang aur hui
Aur ye bhi ranj hai ke dil ki basti v ujar gyi
Iss deed me dehekta hua manzar tha chaaro oor
Aur toofan ki thi leher jo rooh me utar gyi
Aye baad e saba wo ab tera chaman weeraan hai kyun
Seeno pe hai khanjar ,manzar lahoo lahaan hai kyun
Barq e tapa'n ne sabhi khemon ko jhulsaya hai kyun
Dasht o sehra me ye andhera chhyaa hai kyun
Aye nasl e adam ye wehsaht nayi to nahi
Ke qaum dar qaum ki zulmat nayi to nahi
Tujh ko ta'ameer e qaum ka tha pasbaan banaya
Jo na smbhaloge to ye dehshat nayi to nahi
Hukmaraan aayen to bht magr haakim e jahaan koi aur h
Ye takht to taaj agr tere hain to muhafiz koi aur hai
Ab humko iss shehr ki mitti se khauf hai
Khamosh aahon se khauf hai
Khamosh naalon se khauf hai
Ab humko iss shehr ki hawaaon se khauf h.
-
You live in this world and a universe exist within you
You can find every day something new
Think out of the box, do beyond your limitation
Be careful!! In the way of your destination
Being human is the creation for some purpose
Wasting time is futile gives nothing to us
Every passing second is deducting from your life
Never stop working and feeling alive
Knowledge is flame and you're candle
Blazing self is Hardend to handle
If you want to acheive proficiency in something
Ignite the soul and spread the lightning
Plans is in your mind and potential is in your fist,
You are the entire book, you are the alchemist
Its all depends upon your mentality
Only you can shape your personality
Joy, happiness, fortune and cheers
Behind all these dont underestimate tears
We fail we learn we gain and earns
Eventually success arrive inspite of all burns
From agony to ecstasy have patience and faith
Its journey of life from birth to death!-
Meri muhabbat se le kr mere inteqaam tak,
Ye sara marhala meri zabt ka tha!!-
Ek lambi khamoshi sulagte hue rooh pe aur ek chai ka cup,!
Aur rafta rafta chai ki chuskiyon k sath hmne apne dard se nijaat ka rasta nikala!!-
Aadatein badli bhi ja skti hai... Zaruratein nahi badalti..wqt ke sath bdhti hn ya km hoti h... Aadat junoon hoti h.. Zarurat fitrat hoti hai.. ! Aur fitrat chupi hi sahi mgr hamesha rehti hai!
-