saddam hussein   (Saddam Hussein)
7 Followers · 4 Following

I am a medical student....
I love non religious person.....
I love seasonal game...

Etc
Joined 24 November 2019


I am a medical student....
I love non religious person.....
I love seasonal game...

Etc
Joined 24 November 2019
3 DEC 2019 AT 0:20

No words

-


3 DEC 2019 AT 0:15

Usne kaha humse.........

Kiya mai tumhe pahele k jaisa yaad ati huu....
Aab mai kiya batau......??
Kaisa ajab sa dastaan hai pyar ka...
Kabhi yeh dil tumhe yaad karke hasa karta tha....
To kabhi iss dilne tumhe yadd karke roya karta hai......
Aaaj tak raat din yeh dil tumhare yaad mai khoya reheta hai.....
Batau tum kese kaide aab tum kam yaad ati ho....!!

-


1 DEC 2019 AT 3:06

Dard ko dard aab hone Laga tha....
Dard bhi apne gumme pine laga tha....
Dard ko bhi humse pyar ho raha tha....
Kiuki dard hume chukar hamare dil ka hal jaan raha tha.....

-


1 DEC 2019 AT 3:01

Heart=Mirror
This is same quality because can't be reformed once broken

-


30 NOV 2019 AT 13:41

Sigret,sarab mai kiya rakha hai.....
Ato fepro or liver ko jalata hai....
Chalo ajj ak baar pyar ka nasha chakh te hai....
Chalo aaj ak baar pyar ka nasha chakh te hai.....
Kia pata icu mai pare patient ka heart rate bar jae.....

-


30 NOV 2019 AT 4:19

Laila-majnu,heer-ranjha,romio-juliet...
K prem-a-dastaano k jaisa...
Or bhi aisa naam hoga...
Hum bhi ishq mai par chuke hai....
Hum bhi ishq mai par chuke hai...
Oro k jaisa a dil bhi badnaam hoga....!!

-


30 NOV 2019 AT 3:39

Tere photo ko dakha....
Or puchne laga....
Kiya itna bhi jaruri hai dur janeki.....
Are jana tha to aise hi chale jati.....
Kiya uss dil ne kaha tha....
Iss dil mai aag lagake janeki.....!!

-


30 NOV 2019 AT 3:37

Tere photo ko dakha....
Or puchne laga....
Kiya itna bhi jaruri hai dur janeki.....
Are jana tha to aise hi chale jati.....
Kiya uss dil ne kaha tha....
Iss dil mai aag lagake janeki.....!!

-


30 NOV 2019 AT 3:09

Kisi or k dp mai....
Unka chehra najar aya.....
Khusi hai unki chero pe.....
Bass gum hume hi najar aya....
Duri hai itna unse.....
K Sayed milna bhi aab mumkin nahi....
Firbhi a dil aaj unko dakhte hi....
Unki wor kadam bara ne laga.......!!

-


29 NOV 2019 AT 16:28

Tumhare baad aab kon yaad ayega....
Tumhare baad aab kon yaad ayega.....
Tumne pyar mai dhoka di iss kadar.....
Aab yeh dil.....
Iss galti ko kiu dobara dohoraega....
Hum pyar mai bewra nahi shayer ban gae....
Aab tum dakho yeh shayer shayri ke rah ko kaha tak le jaega....
Bewafa ki hai apne thik hai....
Bewafa ki hai apne thik hai....!
Aab dakho yeh shayer bewafa ki rah ko akk naya naam de jaega......!!

-


Fetching saddam hussein Quotes