Kehte hai shiddat se koi cheez dhundo to mil jati hai......bas ab khud ko dhundna hai
-
Sadaf gaibi
(Sadaf)
5 Followers · 9 Following
Joined 10 September 2019
7 OCT 2022 AT 17:39
19 AUG 2022 AT 1:08
Kisika pyaar adhura raha to kisika pura hua
Tadap to wahi jaane jinka pyaar kisi aur ka hua-
13 AUG 2022 AT 4:54
To kya hua hum judaa hue...
Khushi to is baat ki hai...
ke hum mile to sahi...-
12 JUN 2022 AT 0:57
Zaroori nahi chehra dekhke pyaar ho
Pyaar ka ehsaas unse pucho jinhe sirf aawaaz sunke pyaar hua-
7 APR 2022 AT 23:56
Nadaan hai dil jo tuje dekhne ko tarasta tu dikhe to Khushi se naach uthta hai
samjana chahta hai tu sirf uska hai
lekin jab saamne tu aata hai to sab bhul jata hai-