Tum ek din wala pyar nahi,
Ta-umar wali mohabbat ho.
تم اک دن والا پیار نہیں،
تا- عمر والی محبت ہو
-
Khamoshi iqhtiyar karna behtar hota hai,
Jab baatein rishte mein daraar karne lage.-
Aye khuda mat milaya kar unse,
Jinhe tu kismat mein likh nahi sakta.-
Wafa ki umeed kisi se na karna
Aye dil-e-nadan har shaqs yaha wafa ki talash mein baitha hai-
خیریت سے ہی میں، میرے شہر میں... تم اپنے شہر میں اپنی حفاظ رکھنا...!
کسی کا ہاتھ چھونا نہیں پر... کسی کا ساتھ چھوڑنے
نہیں...!
खैरियत से हूं मैं , मेरे शहर में...तुम अपने शहर में अपनी हिफाज़त रखना...!
किसी का हाथ छूना नही पर...किसी का साथ छोड़ना नहीं...!-
Suno tumhari har khwahish puri hogi,
Bas tumhe waqt ko thoda waqt dena hoga.-
Meri Har zidd ko maan jata, ha wo kuch is tarah pyar jatata hai,
Khud naraz hokar mujhe manata hai, ha wo kuch is tarah pyar jatata hai,
Wo mera baccho sa khyal rakhta, Mere nakhro ko proudly uthata hai, ha wo kuch is tarah pyar jatata hai.
Mai rooth jau agar to manane ghar tak aata hai,ha wo mujhe kuch is tarah chahta hai.-
Jab harne lago zindagi mein,
Jab umeedein na bache koi raah,
Aur maut ko gale lagane ka khyal aaye tab apne maa baap ke muskurate chehre yaad kr lena.
-
Lafaz jab ghutan banne lage to unka tamasha na banao,
Khamoshi ikhtiyar kar khud ko na jalao...
Koi nahi aata puchne ki kya hua,
Behtar hai inhe apni zindagi ka hissa banao.-