EK SHER ARZ HAIN !
yuuun Eid hain 'khushiyo'n ka din sahi lekin
Lekin Ikk ' udasi bhi saath lati hain
Aaur zakhm ubharte hain ' jane kab kab ke
Na jaane kis kis' ki yaad aati hain 💔-
SHI'AN E HAIDER E KÀRRAR
█║▌│█│║▌║││█ ✨ DÒB 20SEP
Lєт мє тнiиk αbσυт мYรєlf
... read more
Tabassum lab pe 'ankho men 'mohabbat ki kahani hain
hain`uski har '' adda men ek ''nashat -e- kamrani hain
shikast-o-rekht ka' manzar meri ankho ' men rahne do
bahut hi ''. mukkhtasar apne " hadis -e- zindagani hain
mohabbat rang ' de jaatii hain ' jab dil dil se miltaa hain
yuuun usska' tazkira jalwa ` meri dilkash `jawani hain
Aur ta.alluq tuut '' jaane se mohabbat " mar nahin jaati
hamare khuun ' men ab bhi ' vahi saj-dhaj`purani hain
mohabbat zulf '' ka aaseb jaadun ` hain niga.ahon ka
mohabbat " fitna-e-mahshar " bala -e- na -gahani hain
woh rang -o- noor ' ki mahfil baharon ki ' woh ra.anaai
fizza. ki aahaton. " men aaj ' khushbun ! '' zafrani hain
------------------------------------------------------------- °-
Suno' sauu.da gari ' nahin yeh ataa.at' khuda ki hain
Kis husn ' ka hain husn '' yuuun duaa kis ' ataa ki hain
Aur yuuun' do larazte kanpten ' labon ki ' navazishen
jaana yeh `jumbishe.n men`' kareemi '' duaa ki hain-
waise yuuun ' toh harr lamha hi ' jise yaad ' kare Aladin
woh. meri ruuuh '' meri jaa '' bhi toh ' hoon sakhti hain
Aaur jiske ' yaad se guzarti hain ' sham -o- shaher meri
sirf mohabbat nahi ' meri maa bhi toh hoon sakhti hain
-
yuun hosh -e- be taabiye' ehsaas -e- guftagu' ki tarha
bas gaya. ' tha mere andar ' men tuu ' ḳhushbu ki tarah
Aur naaz -o- andaz men ' sha.ista sa tuu ' husn-e-nafis
huu -ba- huu ' jaan -e- ghazal hain ' meri urdu ki tarah-
yuuun udasiyon ' ke siwa is dil ki ' zindagi kyaa hain
ye pucho ' mujh se gunaho ' men dilkashi kyaa hain
qasam hain !' tere taghaful ki. ' tujh se pahle mujhe
nahin pata ' tha ki °ehsaas -e- kamtari° ' kyaa hain-
jism ki ' qaid men huun ' kashmakash-e-zat men huun
yuun toh ek ' sikke ki tarah ' kasa-e-khairat men huun
Aur ab mere' samt koyi '' aankhen uthatein' bhi nahin
jab se dekha 'hain tujhe ' main bhi ' hija.bat men huun-
yuun misal-e-rishta-e-tasbih ' si hain ' badi nadaan
Ki ise ' ke waste yuun main ' uske saath rahta huun
Aaur mohtarma ~' ummar men ' hain chhoti mujhe
main ehteraman hi unhe 'yuun aap aap kahta huun
-
yuun aish-o-ishrat ' bhare ayyam se ' dar lagta hain
waise ' zindagani tere ' aanjaam se ' dar lagta hain
aur ji raha ' huun magar ' is darja ' harasan hon kar
sub.h hoti hain ' toh phir shaam se ' dar lagta hain
-